Poetry / Love
Muzammil Shahzad
ik mom ki guriya hae
ik pream kahani hae
ik shaakh hae nazuk c
kaliyon ki jawani hae
wo phul ki titli hae
shola hae k pani hae
hae shaan samndar ki
lehron main rawani hae
wo noor-e-sehar hae
ya shaam suhani hae
dekhon to sapna hae
sochon to kahani hea
kaya naam rakhon us ka
kaya baat kahon us se
wo din ka ujala hae
wo raat ki rani hae
Ik MoM ki guriya hae
ik pream kahani hae
ik pream kahani hae
ik shaakh hae nazuk c
kaliyon ki jawani hae
wo phul ki titli hae
shola hae k pani hae
hae shaan samndar ki
lehron main rawani hae
wo noor-e-sehar hae
ya shaam suhani hae
dekhon to sapna hae
sochon to kahani hea
kaya naam rakhon us ka
kaya baat kahon us se
wo din ka ujala hae
wo raat ki rani hae
Ik MoM ki guriya hae
ik pream kahani hae
Advertisement
·
1 Like ·
Jun 09, 2017 at 18:06
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video