Poetry / General
Muzammil Shahzad
Ye Jo Dasht-E-Dard Hai Ishq Ka, Mujhy Is Se Koi Gila Nahi
Ye To Zindagi Ka asool Hai, Kabhi Apna Koi Hua Nahi,
Ye Jo Silsila Hai Ek Dard Ka, Ye Tohfa Yun Hi Mila Nahi
Tu Jisy Jan Kr Bhi Anjan Hai, Wo Raz Mai Ne Kaha Nahi,
Mujhy Apni Khabr To Hai Mgr, Teri Soch Ka Kuch Pata Nahi
Yè Jo Aansu Hai Meri Ankh Mein, Besbab Hi To Ye Baha Nahi,
Ye Sadaa Si Jo Hai Goonjti, Wo Lafz Tu Ne Kaha Nahi
Mera Jurm Hai Meri Sadgi, Meri Aur Koi Khataa Nahi,

Advertisement
·
2 Like ·
Jun 17, 2015 at 17:06
Category: general
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video