Poetry / General

Muzammil Shahzad

Duub Jaayenge Sitaare Aur Bikhar Jaayegi Raat
Dekhti Rah Jaayengi Aankhen Guzar Jaayegi Raat

Raat Ka Pahalaa Pehar Hai Ahl-E-Dil Khaamosh Hai
Subah Tak Roti Hui Aankhon Se Bhar Jaayegi Raat

Aarazu Ki Behisi Kaa Gar Yahi Aalam Raha
Betalab Aayega Din Aur Bekhabar Jaayegi Raat

Shaam Hi Se So Gaye Hain Log Aankhen Moond Kar
Kis Kaa Daravaza Khulegaa Kis Ke Ghar Jaayegi Raat

Advertisement
· 1 Like · Jul 16, 2015 at 16:07
Category: general
 
Latest Posts in poetry

· 1 Like · Jul 16, 2015 at 06:07
Category: general
 
Latest Posts in poetry

Jumme Ki Raat - 'Kick'
Posted by Bollywood Music Videos
Posted on : Nov 16, 2017

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us

Facebook

Twitter

Google +

RSS