Islam / Articles

Ijunoon

Paharon Mein Ek Buzurk Naujawan Potay Kay Sath Rehtay Thay

· 3 Like · Jan 30, 2013 at 23:01
Category: articles
 
Islam / Articles

Ijunoon

Saeed Bin Maseeb Ki Larki Ki Shadi Ka Waqea

· 3 Like · Jan 30, 2013 at 23:01
Category: articles
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Jo Narmi Se Mehroom Raha

· 1 Like · Jan 30, 2013 at 22:01
Category: ahadith
 
Islam / Ahadith

Hina Raheel

Ghuroor Aur Takabbur

rasool e akram SAWW ne farmaya:
jiss kay dil mein zara barabar bhi takabbur hoga wo jannat mein dakhil nahee hoga

(sahih muslim)

#haidht #sahihmuslim

· 1 Like · Jan 25, 2013 at 23:01
Category: ahadith
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Salam Me Sabqat

Nabi kareem SAWW ne farmaya:
" Logo mein Allah kay nazdeek sab se behtar woh shaks hai jo salam mein sabqat karay ".

(Sunan Abu Dawood, Hadith Number 5197)

#haidth #abudawood

· 1 Like · Jan 20, 2013 at 23:01
Category: ahadith
 
Islam / Aqwal E Zareen

Ijunoon

Jis Tarah Chhotay Chhotay Soorakh

jis tarah chhotay chhotay soorakh band kamray mein sooraj kay tuloo honay ka pata daitay hain, usi tarah chhoti chhoti baten insaan ka kirdaan numaya karti hain

· 3 Like · Jan 18, 2013 at 22:01
Category: aqwal-e-zareen
 
Islam / Baten

Ijunoon

Insaniya

insaniyat besh baha khazana hai
usay libaas mein nahee, insaan mein talaash karo

· 1 Like · Jan 18, 2013 at 22:01
Category: baten
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Gussa Peenay Wala Jannat Mein Jayega

hazrat abu darda R.A se riwayat hai keh nabi kareem SAWW ne farmaya:
gussa nah kar, tairay liye jannat hai

(tabrani)

#hadith

· 1 Like · Jan 16, 2013 at 19:01
Category: ahadith Tags: Jannat
 
Islam / Aqwal E Zareen

Ijunoon

Chand Cheezon Se Chand Cheezen Qaim Hoti Hain

- insaaf se hakoomat qaim hoti hai
- parhezgari se sehat qaim hoti hai
- sakhawat se daulat pakki ho jati hai
- naik chalan se insaan ki izzat qaim hoti hai
- naik aulaad se insaan ko raahat milti hai
- sachai se insaan ko kamyabi milti hai
- nafrat ka nateeja hamesha dushmani ki shakal me nikalta hai
- fazool kharch insaan hamesha qarzdar hota hai
- sachay maamlaat karnay walay ka hamesha aitbaar kiya jata hai
- maaf kardenay walay banday ko Allah hamesha khushi ata farmadeta hai



· 3 Like · Jan 16, 2013 at 18:01
Category: aqwal-e-zareen
 
True Story
Posted by mahrukh nida
Posted on : Oct 04, 2018

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS