Islam / Aqwal E Zareen

Ijunoon

log darhi ka mazaq uratay hain aur daleel daitay hain
deen mein darhi hai darhi mein deen nahee
agar is misaal par amal karen to phir deen ka koi rukn baqi nahee rahega jaisa kay

1. deen mein kalma hai kalma mein deen nahee
2. deen mein namaz hai namaz mein deen nahee
3. deen mein hajj hai hajj mein deen nahee
4. deen mein jahad hai jahad mein deen nahee

ab batayen iss misaal par amal karnay se deen ka kaunsa amal aur kaunsi sunnat baqi rahegi?
aap ko deen ki khwahish par chalna hai deen aap ki khwahish par nahee chalega.

Advertisement
· 4 Like · Jan 15, 2013 at 11:01
Category: aqwal-e-zareen Tags: Darhi
 

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS