Islam / Ahadith

Ijunoon

Jo Narmi Se Mehroom Raha

· 1 Like · Jan 30, 2013 at 22:01
Category: ahadith
 
Islam / Ahadith

Hina Raheel

Ghuroor Aur Takabbur

rasool e akram SAWW ne farmaya:
jiss kay dil mein zara barabar bhi takabbur hoga wo jannat mein dakhil nahee hoga

(sahih muslim)

#haidht #sahihmuslim

· 1 Like · Jan 25, 2013 at 23:01
Category: ahadith
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Salam Me Sabqat

Nabi kareem SAWW ne farmaya:
" Logo mein Allah kay nazdeek sab se behtar woh shaks hai jo salam mein sabqat karay ".

(Sunan Abu Dawood, Hadith Number 5197)

#haidth #abudawood

· 1 Like · Jan 20, 2013 at 23:01
Category: ahadith
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Gussa Peenay Wala Jannat Mein Jayega

hazrat abu darda R.A se riwayat hai keh nabi kareem SAWW ne farmaya:
gussa nah kar, tairay liye jannat hai

(tabrani)

#hadith

· 1 Like · Jan 16, 2013 at 19:01
Category: ahadith Tags: Jannat
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Mout Par Sabar Karnay Walay Ki Jaza Jannat Hai

hazrat imam abu imama R.A se riwayat hai kay nabi kareem SAWW ne farmaya:
ae ibn e adam agar tunay sadma kay foran baad sawab ki niyat se sabar kiya to mein teri jaza kay liye jannat pasand karooga

(ibn e maja)

#hadith

· 1 Like · Jan 15, 2013 at 19:01
Category: ahadith Tags: Jannat
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Allah Ki Raza Kay Liye Deen Ka Ilm Hasil Karnay Wala Jannat Kay Rastay Par Hai

hazrat abu huraira R.A re riwaya hai kay jo shakhs deeni ilm hasil karnay kay liye nikalta hai Allah taala us ki jannat ka rasta asaan farma dete hain

(Muslim)

#hadith #sahihmuslim

· 1 Like · Jan 15, 2013 at 19:01
Category: ahadith Tags: Allah Jannat
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Subh O Sham Sayyad Al Astaghfar Parhnay Wala Jannat Mein Dakhil Hoga

hazrat shaddad bin aous R.A se riwaya hai kay nabi kareem SAWW ne farmaya:
jo shakhs yaqeen kay sath din kay waqt sayyad al astaghfar parhay ur sham se pehle fout ho jaye wo jannati hai, aur jo raat ke waqt yaqeen kay sath parhay aur subh se pehle fout ho jaye to jannati hai

(bukhari)

#hadith #sahihbukhari

· 1 Like · Jan 15, 2013 at 12:01
Category: ahadith Tags: Jannat
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Nabi Kareem Sal Allahu Alaihi Wa Sallam Ki Ataat Karnay Walay Jannat Mein Jayenge

hazrat abu huraira R.A se riwayat hai kay nabi kareem SAWW ne farmaya:
meri tamam ummat jannat mein jayegi magar jiss ne inkar kiya (jannat mein dakhil nahee hoga) sahaba karam R.A ne arz kiya kya ya Rosool Allah SAWW kiss ne inkaar kiya? Aap SAWW ne farmaya: jis ne meri ata-at ki wo jannat mein dakhil hoga aur jis ne nafarmani ki goya uss ne inkaar kiya

(bukhari)

#hadith #sahihbukhari

· 1 Like · Jan 15, 2013 at 12:01
Category: ahadith Tags: Allah Jannat
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Jahan Karnay Walon Kay Liye Jannat Mein 100 Darjay Hain

hazrat abu huraira R.A say riwaya hai kay nabi kareem SAWW ne farmaya:
jannat mein 100 darjay hain jo Allah ki raah mein jahad karnay walon kay liye tayyar kiye gaye hain do darjon kay darmiyan itna fasla hai hai jitna aasmaan aur zameen kay darmiyan hai

(bukhari)

#haidth #sahihbukhari

· 1 Like · Jan 15, 2013 at 12:01
Category: ahadith Tags: Jannat
 
Liquor Bottle Lamp.
Posted by amnah khan
Posted on : Oct 18, 2015

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS