Islam / Ahadith

Ijunoon

Nabi Kareem Sal Allahu Alaihi Wa Sallam Ki Ataat Karnay Walay Jannat Mein Jayenge

hazrat abu huraira R.A se riwayat hai kay nabi kareem SAWW ne farmaya:
meri tamam ummat jannat mein jayegi magar jiss ne inkar kiya (jannat mein dakhil nahee hoga) sahaba karam R.A ne arz kiya kya ya Rosool Allah SAWW kiss ne inkaar kiya? Aap SAWW ne farmaya: jis ne meri ata-at ki wo jannat mein dakhil hoga aur jis ne nafarmani ki goya uss ne inkaar kiya

(bukhari)

#hadith #sahihbukhari

· 1 Like · Jan 15, 2013 at 12:01
Category: ahadith Tags: Allah Jannat
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Jahan Karnay Walon Kay Liye Jannat Mein 100 Darjay Hain

hazrat abu huraira R.A say riwaya hai kay nabi kareem SAWW ne farmaya:
jannat mein 100 darjay hain jo Allah ki raah mein jahad karnay walon kay liye tayyar kiye gaye hain do darjon kay darmiyan itna fasla hai hai jitna aasmaan aur zameen kay darmiyan hai

(bukhari)

#haidth #sahihbukhari

· 1 Like · Jan 15, 2013 at 12:01
Category: ahadith Tags: Jannat
 
Advertisement
Islam / Ahadith

Ijunoon

Qabroh Ko Sajdah Gah Banana Yahoodio Ka Fail Hai

hazrat abu hurera R.A se riwayat hai kay nabi kareem SAWW ne farmaya:
Allah taala yahood ko barbaad karay unhon ne apnay nabion ki qabron ko sajdah gah bana liya

(bukhari ma fath, raqm : 347, kitab as salat)

#haidth #sahihbukhari />

· 1 Like · Jan 14, 2013 at 13:01
Category:
ahadith
 
There is no row at position 22.There is no row at position 23.There is no row at position 24.There is no row at position 25.There is no row at position 26.There is no row at position 27.
Quraan on Six Egss
Posted by iJunoon
Posted on : Mar 05, 2018

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS