iJunoon Archives |2015 | January
Know / When
Bollywood Movies Release Dates
Bollywood Movie Hunterrr Release Date
·
0 Like ·
Jan 16, 2015 at 23:01
Category: when
Sms / Sardar
Mohammad Yaseen
Sardar Ji
one was a sardar trying to climb the
bus, but he didnot pas, bari mushkil sa
wo charha or driver sa pocha ya teri ma
ha driver says no, ya teri behan driver says
no, than sardar ji say to is par charhna kio nahi deta
bus, but he didnot pas, bari mushkil sa
wo charha or driver sa pocha ya teri ma
ha driver says no, ya teri behan driver says
no, than sardar ji say to is par charhna kio nahi deta
·
2 Like ·
Jan 16, 2015 at 22:01
Category: sardar
Sms / Funny
Ali Awan Malik
Pathan
ak pathan apni girlfrnd ko apne ghar laigaya tu light band ki.... parde band kiye sare kamre main andhera kiya or girlfrnd k pass gaya or kaha dekho hamari ghari (watch) main light jalta hai............ haha
·
1 Like ·
Jan 16, 2015 at 17:01
Category: funny
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Judai
Juda hona hi thehra to
Gilay kaisay shikayat kya
Juda ho jayen chupkey se
Na tum bolo na main boloon
Hamare bol perne se
Judaayi phhail sakti hai
Hawaun main
Fizaoon main
Judaai zaat main bher lein
Chalo ham is terha ker lain
Kisi sunsaan raste ke
Kisi bhi morre per dono
Juda ho jayen chupke se
Na tum bolo na main bolon
Hamare bol parney se
Judayi phhail sakti hai
Gilay kaisay shikayat kya
Juda ho jayen chupkey se
Na tum bolo na main boloon
Hamare bol perne se
Judaayi phhail sakti hai
Hawaun main
Fizaoon main
Judaai zaat main bher lein
Chalo ham is terha ker lain
Kisi sunsaan raste ke
Kisi bhi morre per dono
Juda ho jayen chupke se
Na tum bolo na main bolon
Hamare bol parney se
Judayi phhail sakti hai
·
2 Like ·
Jan 16, 2015 at 16:01
Category: general
Sms / Funny
Amna Obaid
Fool Pathan
air hostes pathan se=sir aap kia lena pasand karan gai
pathan=mera lya taaweez wali chai lao,
air hostes sir wo taweez wali chai nahi tea bag hai.ha ha
pathan=mera lya taaweez wali chai lao,
air hostes sir wo taweez wali chai nahi tea bag hai.ha ha
·
5 Like ·
Jan 16, 2015 at 12:01
Category: funny
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Bichar Jaon Ga
Itna toota hon k chonay se bikher jaon ga.,
Ab agar aur azmao gay to mar jaon ga.,
Phool reh jain gay faqat guldanoon ki nazar.,
Main to khushbo hoon hawaoon main bikher jaon ga.,
Eik aarzi musafar hon main teri kashti main.,
Tu jahan mujh se kahe ga main uter jaon ga.,
Hath pakro gay to saya ban k sath rahon ga.,
Hath choro gy to hamesha k liye bicher jaon ga..,

4 Like ·
Jan 16, 2015 at 11:01
Category: sad
Articles / Featured
Ijunoon
Yoga Dil Ki Sehat K Liye Mufeed
·
1 Like ·
Jan 16, 2015 at 07:01
Category: featured
Sms / Friendship
Urooj Zahed
Dosti Dil Hai
Dosti dil hai, dimag nahi
dosti soch hai, aawaz nahi
koi aankho se nahi dekh sakta dosti ke jazbe,
kyonki dosti ehsaas hai, andaaz nahi
***
***
***
AFTAB KHAN
dosti soch hai, aawaz nahi
koi aankho se nahi dekh sakta dosti ke jazbe,
kyonki dosti ehsaas hai, andaaz nahi
***
***
***
AFTAB KHAN
·
6 Like ·
Jan 16, 2015 at 07:01
Category: friendship
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Khuwabon Ka Bharam
Apny bistr pèh boht dair sè main nèèm draz,
Sochti thi k wo is waqt kahan pèh hoga,
Main yahan hoon mgr us koocha-E-rang-O-bu mèn,
Roz ki trha sè wo aaj b aaya hoga,
Or jab us nè wahan mujh ko nah paya hoga?
Ap ko ilm hai, wo aj nahi aai hai
Mèri hr dost sè usnè pocha hoga
Kion nahi aai wo? Kia bat hoi hai aakhir,
Khud sè is bat pèh so bar wo uljha hoga,
Kal wo aayè gi to main us sè nahi bolonga,
Ap hi ap kai bar wo rootha hoga,
Wo nahi hai to bulandi ka safr kitna kathan,
Sèèrhiyan chartay huvy us nè yè socha hoga,
Rahdari mèn haray laan mèn phoolon k Qarèèb,
Us nè hr simt mujhy aa k dhoonda hoga,
Naam bhooly sè jo mèra kahèèn aaya hoga,
Gair mèhsoos trèèqay sè wo chonka hoga,
Ek jumly ko kai bar sunaya hoga,
Bat krty huvy kai bar wo bhoola hoga,
Yè jo larrki nai aai hai, kahèèn wo to nahi?
Us nè hr chèhra yahi soch k dèkha hoga,
Jan-E-mèhfil hai mgr aaj faqt mèry bagair,
Haayè kis darja wohi bazm mèn tanha hoga,
Kabhi sanaton sè wèhshat jo hoi hogi usy,
Us nè Bèsaakhta phir mujh ko pukara hoga,
Chalty chalty koi maanoos si aahat pa kr,
Doston ko b kisi uzar sè roka Hoga,
Yad kr k mujhy num ho gai hongi palkèn,
"Ankh mèn parr gaya kuch" kèh k yè tala hoga,
Aur ghabra kr kitabon mèn jo li hogi Panah,
Hr sitr mèn mèra chèhra ubhr aaya hoga,
Jb mili hogi usy mèri alaalat ki khabr,
Us nè aahista sè dèèwar ko thama hoga,
soch kr yè k bèhal jaè prèshan-E-dil,
Yonhi bè waja kisi shaks ko roka hoga!
Itfaaqan mujhy us sham mèri dost mili,
Mainè pocha suno! Aayè thay wo? Kaisy thay?
Mujh ko pocha tha? Mujhy dhoonda tha chaaron jaanib,
us nè ik lamhy ko dèkha mujhy aur phir hans di,
Us hansi mèn to wo talkhi thi k us sè aagay,
Kia kaha us nè mujhy yad nahi hai lèkin,
Itna maaloom hai khwabon ka bharm toot gaya.

Jan 16, 2015 at 04:01
Category: sad
Sponored Video