iJunoon Archives |2014 | March
Islam / Ayaat
Ijunoon
Jo Eman Laye Ho Shetan Ke Naqash E Qadam Par Nah Chalo
jo eman laye ho shetan ke naqash e qadam par nah chalo jo koi is ki perawi karega to wo usay fahash aur badi hi ka hukum de ga
al noor 21
al noor 21
·
3 Like ·
Mar 23, 2014 at 21:03
Category: ayaat
Islam / Duaen
Ijunoon
Ya Allah Jab Tak Meri Zindagi Hai
Ya Allah jab tak meri zindagi hai tab tak muje is qabil rakhna ke zindagi ke kisi more par mere maa baap meri khidmat, hamdardi aur farmanbardari se mehroom nah hon
·
6 Like ·
Mar 23, 2014 at 10:03
Category: duaen
Facebook Cover / Pakistan
Ijunoon
23rd March Pakistan Resolution Day Facebook Cover
·
15 Like ·
Mar 23, 2014 at 09:03
Category: pakistan
Tags: Pakistan Facebook cover
Islam / Ayaat
Ijunoon
Ghair Allah Ki Nayaz Karna Shirk Aur Khana Haram Hai
tum par haram hai har murdar, (behta hua)khoon, soor ka gosht aur har woh cheez jo ghair Allah ke naam se mansoob kar di gai, albatta jo shakhs mehaz majboori mein hain, baghawat wa nafarmani mein nahee, uss me se kha le to uss par koi gunah nahee, yaqeenan Allah taala bohat hi maaf karnay wala aur reham farmanay wala hai.
Al Baqra 173
Al Baqra 173
·
3 Like ·
Mar 22, 2014 at 08:03
Category: ayaat
Articles / Technology
Ijunoon
Man Pasand Tasweer Ko Nail Art Mein Tabdeel Karna Mumkin!!
·
2 Like ·
Mar 20, 2014 at 08:03
Category: technology
Islam / Ayaat
Ijunoon
Sharab Jua, Astanay Aur Faal Nikalnay Walay Pansay
"ae iman walo! yaqeenan sharab, jua, astanay aur faal nikalnay ke pansay ye sab gandi baten aur shetan ke kaam hain pass un se door raho takay falah pa jao. sheta to yahi chahta hai ke sharab aur juay ke zariye tumharay darmiyan bughuz aur dushmani dalde aur tumhen rok de allah ke zikar aur salat se, so ab bhi baaz ajao. Allah ki ata-at karo aur rasool ki ata-at aur (un cheezon se) door raho, phir agar tum (deen se) phir jatay ho to yaad rakho ke hamaray rasoolon par khuli baat pohncha dena hai."
surah Al-Maida 9 to 29
surah Al-Maida 9 to 29
·
2 Like ·
Mar 18, 2014 at 13:03
Category: ayaat
Islam / Duaen
Ijunoon
Ya Allah, Dunya Mein Apnay Siwa Kisi Ka Mohtaj Na Karna
Ya Allah, Dunya mein apnay siwa kisi ka mohtaj na karna, Aaameen
·
4 Like ·
Mar 16, 2014 at 21:03
Category: duaen
Sponored Video