Fashion / Nail Styles

Madiha Shahid

Flowers Nail Design

· 0 Like · Apr 14, 2014 at 13:04
Category: nail-styles
 
Fashion / Accessories

Anam Lateef

Hand Made Footwear For New Born

· 0 Like · Apr 14, 2014 at 13:04
Category: accessories
 
Fashion / Mehandi Designs

Amna Omar

Full Arm Mehndi Designs

· 0 Like · Apr 14, 2014 at 13:04
Category: mehandi-designs
 
This Day In History / Deaths

Today In History

Dr. Salimuzzaman Siddiqui Death Anniversary

Salimuzzaman Siddiqui HI, MBE, SI, D.Phil., FPAS, FRS. was a leading Pakistani scientist in Natural Product Chemistry.

#deathanniversary #thisdayinhistory

· 3 Like · Apr 14, 2014 at 12:04
Category: deaths
 
This Day In History / Births

Today In History

Rajeshwari Sachdev Birthday

Rajeshwari Sachdev is a Hindi film actress and singer

#birthday #thisdayinhistory

· 1 Like · Apr 14, 2014 at 11:04
Category: births
 
Articles / Interesting

Ijunoon

Khushi Ko Bherhane Kay 10 Aham Tareekay:

khush rehna ap ke apne oopar munhasir kerta hai kay ap kisi baat ko kis had tak sanjeeda aur mazak main lete hain baaz oqat choti choti baton ko ser per sanwar kerne se hum roz marrah ki zindagi ko tanao ka shikar bana dete hai aur choti choti khushiyon se lutaf andoz hona bhol jate hain .

ap ka jism:
her roz warzish kerian yeh ap ki sehat ke liye bohat aham hain helki phulki si werzish se ap khud ko halka phulka mahsos keren gay aur ap ko sara din khud ko tandrost aur tawana lagen gay .

apne her lamhe ko jiyen:
khushi ke liye kisi khas waqt ka intazar nhe karna chahiye balkay apni zindagi ke her lamhe ko shukar guzari ke sath khushi ke sath guzarna seekhein.

khud ko bana sanwar ker rekhain:
ager ap apne ko khud achy lagenge tab hi doosron ko bhi lagenge sub se pehle ap ko apne uper apne liye hi mahnet kerna ho gi her roz subh ek nai umeed aur naye josh ke sath jagen aur khud per tawajjah dein saf suthra libas aur acha sa style yeh sub ap ke mood ko bhi bahtar kere ga aur ap khud ko bhi tero taza mahsos karenge.

maqasid:
apni zindagi mein her din har waqt ke khas maqasid terteeb dein kay ap ko kin se kia faida ho ga jo log apne maqasid tertaib nahe dete wo hamesha betarteebi ki waja se kashmakash ka shikar hi rehte hain.

mazak:
apni zindagi main mazak ko bhi shamil keren khud bhi khush rahen aur doosron ko bhi khush rekhen lakin yaad rekhian mazak hamesha aisa hona chahiye jo kisi ki dil azari na kere.

maaf kerna seekehn:
apne ander masbat rawaiya ko barhayen logo ko maaf kerna seekhaen purkhuloos dil ke sath logo ki galtion ko maaf keren takey ap ek halkay zahen ke sath apni subha ka aghaz ker saken.

deena seekhain:
shukar guzari ke stah aur purkhuloos dil ke sath logo ki madad keren un par ahsaan kiye bina un ki madad keren gay to ap ka dil bhekhush aur pur sakon rahe ga . khushiyan hamesha dene aur baantane se bherti hain .

Rishtay:
apne sare rishtay purkhuloos niyat ke sath nibhayen un main hamesha gunjaish rakhen un ki parwah keren aur unhen waqt tawajja aur aetmaad den .

yaqeen rakhen:
ap ka khud per yakeen hi ap ko ek kamyab aur khushi se bharpoor zindagi guzarne main madad de sakta hai khud per yakeen bohat zarori hai is ke bina na ap kamyabi hasil ker sakte hain na he agay barh sakte hain .

#tips

· 0 Like · Apr 14, 2014 at 09:04
Total 2 Comments
mahu arish great article...
mooria ul ain follow karna bohat mushkil hai
Category: interesting
 
This Day In History / War

Today In History

· 0 Like · Apr 14, 2014 at 01:04
Category: war
 
This Day In History / Miscellaneous

Today In History

· 0 Like · Apr 14, 2014 at 01:04
Category: miscellaneous
 
This Day In History / Miscellaneous

Today In History

Mashriqi Pakistan Ke Shehar Dhaka Mein Toofan

· 0 Like · Apr 14, 2014 at 01:04
Category: miscellaneous
 
My Blackberry is Not Working!
Posted by Funny Videos
Posted on : May 10, 2017

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS