Poetry / Songs Lyrics

Muzammil Shahzad

Dil Ibadat

Dil Ibadat Kar Raha Hai
Dhadkane Meri Sun,
Tujhko Main Kar Loon Hasil Lagi Hai Yahi Dhun.
Zindgi Ki Shakh Se Lo Kuch Haseen Pal Le Chun
Tujhko Main Kar Lo Hasil Lagi Hai Yahi Dhun


Jo Bhi Jitne Pal Jiyun
Unhe Tere Sang Jiyun
Jo Bhi Kal Ho Ab Tera Usey Tere Sang Jiyun
Jo Bhi Saanse Main Bharoo Unhe Tere Sang Bharoo
Chahe Jo Hona Rasta Usey Tere Sang Chalon

Dil Ibadat Kar Raha Hai
Dhadkane Meri Sun
Tujhko Main Kar Lo Hasil Lagi Hai Yahi Dhun

Mujhko De Tu Mit Jaane
Ab Khudse Dil Mil Jaane
Kyu Hai Yeh Itna Fasla..
Lamhe Yeh Phir Na Aane
Inko Tou Na De Jaane
Tu Mujh Pe Khud Ko De Loota..
Tujhe Tujhse Tor Loo Kahin Khudse Jor Loo
Mere Jism O Jaan Main Aa Teri Khusboo Orh Loo

Jo Bhi Saanse Main Bharoo Unhe Tere Sang Bharoo
Chahe Jo Hona Rasta Use Tere Sang Chalon
Dil Ibadat Kar Raha Hai
Dhadkane Meri Sun
Tujhko Main Kar Loo Hasil Lagi Hai Yahi Dhun

Bahoon Main De Bas Jaane
Sine Main De Chhup Jaane
Tujh Bin Main Jaaunga Kahan????
Tujhse He Mujhe Ko Paane Yaado K Woh Nazrane
Ek Jin Pe Haq Ho Bas Mera

Teri Yaado Main Rahon
Tere Khwabo Main Jagoo
Mujhe Doondhe Jab Koi
Teri Aankho Main Milon

Jo Bhi Saanse Main Bharoo
Unhe Tere Sang Bharoo
Chahe Jo Ho Rasta Usey Tere Sang Chalon

Dil Ibadat Kar Raha Hai
Dhadkane Meri Sun
Tujhko Main Kar Loo Hasil Lagi Hai Yahi Dhun

· 1 Like · Nov 27, 2015 at 09:11
Category: songs-lyrics
 
Poetry / Songs Lyrics

Muzammil Shahzad

Tu He Haqiqat

Tu He Haqeeqat Khwaab Tu
Dariya Tu He Pyaas Tu
Tu He Dil Ki Bekarari
Tu Sukoon Tu Sukoon
Jaoon Main Ab Jab Jis Jagah
Paoon Main Tujhko Us Jagah
Saath Ho K Na Ho Tu Hai
Rubaroo Rubaroo
Tu Humsafar Tu Humkadam Tu Humnawah Mera

Aa Tujhe Inn Baahon Mein Bhar Ke
Aur Bhi Kar Loon Main Kareeb
Tu Juda Ho To Lage Hai
Aata Jaata Har Pal Ajeeb
Is Jahaan Mein Hai Aur Na Hoga
Mujhsa Koi Bhi Khush Naseeb
Tu Ne Mujhko Dil Diya Hai
Main Hoon Tere Sabse Kareeb
Main He To Tere Dil Mein Hoon
Main He To Saanson Mein Basoon
Tere Dil Ki Dharkanon Mein
Main He Hoon Main He Hoon
Tu Humsafar Tu Humkadam Tu Humnawah Mera

Kab Bhala Ab Ye Waqt Guzre
Kuch Pata Chalta He Nahi
Jabse Mujhko Tu Mila Hai
Hosh Kuch Bhi Apna Nahi
Uff Ye Teri Palken Ghani Si
Chaaon Inki Hai Dilnasheen
Ab Kise Dar Dhoop Ka Hai
Kyunke Hain Ye Mujhpe Bichi
Tere Bina Na Saans Loon
Tere Bina Na Main Jiyun
Tere Bina Na Ek Pal Bhi
Rahay Sakoon Rahay Sakoon
Tu Hi Haqeeqat Khwaab Tu
Dariya Tu Hi Pyaas Tu
Tu Hi Dil Ki Bekarari
Tu Sukoon Tu Sukoon
Tu Humsafar Tu Humkadam Tu Humnawah Mera

· 2 Like · Nov 27, 2015 at 03:11
Category: songs-lyrics
 
Poetry / Songs Lyrics

Muzammil Shahzad

Sajni

Main Teri Aankhoon Mein Rehta Hoon
Tujhe Pata Na Chale
Tere Har Pal Mein Guzra Hoon
Tujhe Pata Na Chale


Kare Toh Phir Kya Kare
Tere Bin Kaise Jiyen
Aankhon Mein Pyaar Liye
Bolo Kahaan Kahan Phiren

Khafa To Hum Bhi Hai Tum Bhi Ho
Humein Pata Na Chale
Judai Ka Mujhe Gham Bhi Hai
Koi Aisi Khata Na Karein

Kare Toh Phir Kya Kare
Tere Bin Kaise Jiye
Aankhoon Mein Pyaar Liye
Bolo Kahaan Kahaan Phire


Sajni Paas Bulao Na
K Dil Aaj Toota Hai
Aaj Toota Hai
Sajan Maan Jao Na
Ke Woh Aaj Rootha Hai
Aaj Rootha Hai
Koi Usey Manaye Na

Jaan e Jaan
Dil Tujhe Hi Chahe Na

Humein Dil Se Bhulao Na
Yehi Ab Kehna Hai
Ab Kehna Hai
Tum Paas Aaoona
Aaoonnaaaaaaa

Dere Nare
Dere Na Na Re....
Sajni Paas Bulao Na
Sajan Maan Jaona
Sajni Paas Bulao Na

Sajni Paas Bulao Na
Ki Dil Aaj Toota Hai
Aaj Toota Hai
Sajan Maan Jao Na

· 3 Like · Nov 26, 2015 at 21:11
Category: songs-lyrics
 
Poetry / Songs Lyrics

Muzammil Shahzad

Tera Mera Rishta

Tera Yakin Kyon Maine Kiya Nahi,
Tujhse Raha Kyon Juda
Mujh Pe Yeh Zindagi Karti Rahi Sitam,
Tune Hi Di Hai Panah
Tera Mera Rishta Puraana

Hai Kya Tadap, Hai Yeh Kaisi Saza
Tu Kyun Mujhe Aaj Yaad Aa Gaya
Bechain Din Mere, Bechain Raat Hai
Kya Main Karu Kuchh Bata
Yeh Mere Paaon Hi Khud Meri Bediyaan
Uss Se Mujhe Tu Chhura
Tera Mera Rishta Purana

Kya Mujh Mein Hai Shaks Woh Keh Raha
Aa ab Main Dun Karz Tera Chuka
Aankhen Hai Num Meri, Saasein Chubhan Meri
Zakham Huwa Phir Hara, Dil Ke Viraane Mein
Mere fasane Mein, Tu Hi Toh Har Dum Raha
Tera Mera Rishta Purana
Oh Tera Mera Rishta Purana

· 1 Like · Nov 26, 2015 at 15:11
Category: songs-lyrics
 
Poetry / Songs Lyrics

Muzammil Shahzad

Tu Meri Dost Hai

Aaja Main Hawaon Pe Bitha ke Le Chalun
Tu Hi Toh, Tu Hi Toh Meri Dost Hai
Aaja Main Khalaon Mein Utha ke Le Chalun
Tu Hi Toh Meri Dost Hai
Awaaz Ka Dariya Hoon, Behta Hoon Main Nili Raaton Mein
Main Jaagta Rehta Hoon, Neend Bhari Jheel Si Aankhon Mein
Awaaz Hoon Main
Aaja Main Hawaon Pe Bitha ke Le Chaloon
Tu Hi Toh, Tu Hi Toh Meri Dost Hai
Aaja Main Khalaon Mein Uthake Le Chaloon
Tu Hi Toh Meri Dost Hai

Raat Mein Chandni Kabhi, Aisi Gungunati Hai
Sun Zara Lagta Hai Tumse, Awaaz Milati Hai
Main Khayalon Ki Mehek Hoon, Gungunate Houe Saaz Par
Ho Sake Toh Milale, Awaaz Ko Le Saaz Par
Aaja Main Hawaon Pe Bitha ke Le Chalun
Tu Hi Toh Meri Doost Hai
Aaja Main Khalaon Mein Utha ke Le Chaloon
Tu Hi Toh Meri Dost Hai
Awaaz Ka Dariya Hoon, Behta Hoon Main Nili Raaton Mein
Main Jaagta Rehta Hoon, Neend Bhari Jheel Si Aankhon Mein
Awaaz Hoon Main

O Kabhi Kehta Hai Saahil, Jahan Shaam Utarti Hai
Kehte Hain Samunder Se, Ek Pari Guzarti Hai
Woh Raat Ki Rani Hai, Sargam Par Chalti Hai
Aaja Main Hawaon Pe Bitha ke Le Chaloon
Tu Hi Toh, Tu Hi Toh Mera Dost Hai
Aaja Main Khalaon Mein Utha ke Le Chaloon
Tu Hi Toh Mera Dost Hai
Awaaz Ka Dariya Hoon, Behti Hoon Mein Nilli Raaton Mein
Main Jagti Rehti Hoon, Neend Bhari Jheel Si Aankhon Mein
Awaaz Hoon Main
Awaaz Hoon Main

· 1 Like · Nov 26, 2015 at 08:11
Category: songs-lyrics
 
Poetry / Songs Lyrics

Muzammil Shahzad

Kaise Mujhe

Kaise Mujhe Tum Mil Gayi, Kismat Pe Aaye Naa Yakeen
Utar Aayi Jeet Mein, Jaise Chaand Utar Ta Hai
Kabhi Haule Haule Dheere Se
Gun Guni Dhoop Ki Tarah Se Tarango Mein Tum
Chhoo Ke Mujhe Guzari Ho Yun
Dekhun Tumhe Ya Main Sunoo, Tum Ho Sukoon
Tum Ho Junoon..., Kyun Pehre Raat Aayi Tum
Kaise Mujhe Tum Mil Gayi, Kismat Pe Aaye Naa Yakeen

Main To Yeh Sochta Tha, Ke Aaj Kal Kuch Banaane Ko
Fursat Nahi Phir Bhi Tumhe Banaake Woh
Meri Nazar Main Chadh Gaya, Rut Pe Duaa..Aur Ban Gaya

Badle Raaste Jharne Aur Nadi, Badli Deep Ki Tin Tin
Chhede Zindagi Dhun Koi Nahi, Badli Barkhaa Ki Rimjhim
Badlengi Rutein Ada.., Par Main Rahoongi Sada..
Usi Tarah Teri Baahon Mein Baahein Daal Ke Har Lamha Har Pal

Zindagi Sitaar Hogayi, Rimjhim Malhaar Hogayi
Mujhe Aata Nahi Kismat Pe Apni Yakeen Kaise Mujhko Mili Tu

· 2 Like · Nov 26, 2015 at 02:11
Category: songs-lyrics
 
Poetry / Songs Lyrics

Muzammil Shahzad

Ehsaan (Dil Kabaddi)

Ehsaan Itna Sa Kar De
Mujhe Phir Tanha Sa Kar De
Tere Bina Jee na Sakunga
Mil Ke Yeh Tujhse
Keh na Sakunga

Tera Mera Yeh Nata Kyon Toota
Tera Mera Yeh Pyaar Kyon Rootha
Adhi Baatein Adhuri Raatein
Reh Gai Tere Bina

Tanhahiyan Seh Na Sakunga
Tere Bina Jee Na Sakunga

Ehsaan Itna Sa Kar De
Mujhe Phir Tanha Sa Kar De

Tu Nahi Raha Teri Yaad Reh Gai
Palko Pe Teri Aas Reh Gai
Koi To Hoga Bahana Bata
Tujhko Bhula Dene Ka

Tanhahiyan Seh Na Sakunga
Tere Bina Jee Na Sakunga

Ehsaan Itna Sa Kar De
Mujhe Phir Tanha Sa Kar De
Tere Bina Jee na Sakunga
Mil Ke Yeh Tujhese
Kehna Sakunga

· 1 Like · Nov 25, 2015 at 20:11
Category: songs-lyrics
 
Poetry / Songs Lyrics

Muzammil Shahzad

Chaand Chupa

Chaand Chupa Badal Mein, Sharma Ke Meri Jaanaa ,
Seene Se Lag Ja Tu, Balkha Ke Meri Jaanaa,
Gumsum Sa Hai, Gupchup Sa Hai, Madhosh Hai,
Khamosh Hai, Haan Ye Sama Haan Ye Sama Kuch Aur Hai,
Han Han Han
Chaand Chupa Badal Mein, Sharma Ke Meri Jaanaa ,

Nazdikiyan Badh Jaane De,
Are Nahin Baba Nahin, Abhi Nahin Nahin Nahin,
Door Se Hi Tum Jee Bhar Ke Dekho,
Tum Hi Kaho Kaise Door Se Dekhoon,
Chaand Ko Jaise Dekhta Chakor Hai,
Aye, Gumsum Sa Hai, Ye Sama Kuch Aur Hai
Ho Ho Ho,
Chaand Chupa Badal Mein, Sharma Ke Meri Jaanaa

Aaja Re Aaja Re Chanda,
K Jab Tak Tu Na Aayega,
Sajna Ke Chehre ko Dekhne Ye Man Tarsa Jayega,
Na Na Chanda Tu Nahin Aana , Tu Jo Aaya To,
Sanam Sharma Ke Kahin Chala Jaye Na, Aaja Re Aaja Re Chanda,
Tu Laakh Duayen Payega, Na Na Chanda Tu Nahin Aana, Varna Sanam Chala Jayega,

Aanchal Mein Tu Chup Jaane De,
Arre Nahin Baba Nahin, Abhi Nahin Nahin Nahin,
Zulfon Mein Tum Kho Jaane Do, Are Nahin Baba Nahin, Abhi Nahin Nahin Nahin,
Pyaar To Naam Hai, Sabr Ka Humdam, Woh Bhala Bolo Kaise Karen Hum,
Sawan Ki Raah Jaise Dekhe Mor Hai,
Ae rehne bhi dou janay bhi dou
ab chhoro na mou moru na
Ye Sama Haan Ye Sama Kuch Aur Hai,

aya re aya chanda ab har khwahish pori hogi
chandni raat me har sajni apne sajna ko dekhe gi

· 1 Like · Nov 25, 2015 at 14:11
Category: songs-lyrics
 
Poetry / Songs Lyrics

Muzammil Shahzad

Tumhare Siva

Tumhaare Siva Kuch Na Chaahat Karenge
Ke Jab Tak Jeeyenge, Mohabbat Karenge

Mohabbat Mohabbat, Mohabbat Mohabbat

Tumhaare Siva Kuch Na Chaahat Karenge
Ke Jab Tak Jeeyenge, Mohabbat Karenge

Nazar Chaahti Hai Deedaar Karna
Yeh Dil Chaahta Hai Tumhe Pyaar Karna

Tumhaari Vafa Mein Doobe Rahe Hum
Hai Kya Haal Dil Ka, Yeh Kaise Kahen Hum

Mahekne Lagega, Ho, Ho, Oh
Mahekne Lagega Badan Yeh Tumhaara
Hum Aankhon Se Aisi Sharaarat Karenge

Tumhaare Siva Kuch Na Chaahat Karenge
Ke Jab Tak Jeeyenge, Mohabbat Karenge

Hamein Apne Dil Mein Basaaya Hai Tumne
Mohabbat Ke Kaabil Banaaya Hai Tumne

Agar Tum Na Milte To Hum Jee Na Paate
Kise Apna Kehte, Kahan Dil Lagaate

Sazaa Rab Jo Dega, Oh, Oh, Oh
Sazaa Rab Jo Dega Voh Manzoor Humko
Ke Ab ham Tumhaari Ibaadat Karenge

Tumhaare Siva Kuch Na Chaahat Karenge
Ke Jab Tak Jeeyenge, Mohabbat Karenge
Mohabbat Mohabbat, Mohabbat Mohabbat

· 1 Like · Nov 25, 2015 at 08:11
Category: songs-lyrics
 

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS