Islam
Islam / Ayaat
Ijunoon
Khuda Uss Ke Gunah Ko Nahe Bakhshay Ga!
·
1 Like ·
Apr 07, 2014 at 05:04
Category: ayaat
Islam / Photos
Ijunoon
Pray Not Only Because You Need Something
·
3 Like ·
Apr 05, 2014 at 19:04
Category: photos
Islam / Ahadith
Ijunoon
Qasam Sirf Allah Ki
·
2 Like ·
Apr 04, 2014 at 17:04
Category: ahadith
Tags: Hadith
Islam / Ahadith
Muzammil Shahzad
Jumma K Din Ghusal Karna Mustahib Hai
Hazrat Abdullah Bin Umar R.A se riwayat hai k Rasool ALLAH S.A.W.W ne farmaya: k tum mai se jab koi jumma ki namaz k liye aana chahe to usay ghusal kar lena chahiye.
(Sahih Bukhari, Kitab-ul-Jumma, Baab: 1, Hadith: 877)
#hadith #sahihbukhari
/>
(Sahih Bukhari, Kitab-ul-Jumma, Baab: 1, Hadith: 877)
#hadith #sahihbukhari
/>
·
3 Like ·
Apr 03, 2014 at 17:04
Category: ahadith
Islam / Ahadith
Muzammil Shahzad
Torro Nahi Jorro
Hazrat Abbu Huraira R.A bayan karte hain k Nabi Kareem S.A.W.W ne farmaya: Rehm (rishta daari) ka taaluq Rehman se jura hua hai, pas jo koi is se apne aap ko jorta hai ALLAH paak ne farmaya k mai bhi us se apne se jorr leta hun aur jo koi usay torta hai mai bhi apne aap se us ko torr leta hun.
(Sahih Bukhari, Kitab-ul-Adab, Baab:13, Hadith: 5988)
#hadith #shahihbukhari
/>
(Sahih Bukhari, Kitab-ul-Adab, Baab:13, Hadith: 5988)
#hadith #shahihbukhari
/>
·
2 Like ·
Apr 03, 2014 at 16:04
Category: ahadith
Islam / Ayaat
Ijunoon
Surah Al Nisa, Ayat # 174
Ae Logo! tumharay pas tumharay parwardigar ki taraf se aik daleel a chuki hai aur ham ne tumhari taraf aik zahir roshni utari hai.
#AlQuran
#AlQuran
·
4 Like ·
Apr 03, 2014 at 11:04
Category: ayaat
Islam / Ahadith
Muzammil Shahzad
Padosi Ka Haq
Hazrat Ayesha R.A se Riwayat hai k mai ne poocha: Ya Rasool ALLAH (S.A.W.W)! Mere Do parosi hain un dono mai se kis k paas hadiya bhejon? Aap (S.A.W.W) ne farmaya ji ka darwaza tujhse ziada qareeb ho.
(Sahih Bukhari, Kitab-ul-Shafa, Baab:3, Hadith: 2259)
#hadith #sahihbukhari
(Sahih Bukhari, Kitab-ul-Shafa, Baab:3, Hadith: 2259)
#hadith #sahihbukhari
·
1 Like ·
Apr 02, 2014 at 16:04
Category: ahadith
Sponored Video