Search
Quotes / Urdu Quotes
Saiqa Bukhari
Tamanna
Kisi ko pane ki tamana k bajaye khud ko is qabil bana lo k log tumhe pane ki taman karen.
·
4 Like ·
Dec 05, 2018 at 16:12
Category: urdu-quotes
Advertisement
Poetry / Sad
Sehar Saeed
Tumko Jahaan E Shauq E Tamanna Me Kya Mila??
Tumko jahaan-e-shauq-e-tamanna me kya mila??
ham bhi mile to darham-o-barham mile tumhe
tum ne hamare dil me bohat din safar kiya
sharminda hain, k us me.. bohat kham mile tumhe
main un me aaj tak kabhi paya nahi gya
jaana! jo mere shauq k aalam mile tumhe....!!!

0 Like ·
Jul 06, 2018 at 16:07
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Mujhko Dekho, Mere Marne Ki Tamanna Dekho
PhIr Bhi hAi tuMko MasiHai ka Davaa DekHo
Mujhko Dekho, Mere MaRne ki TamanNa Dekho
Jurm-E-NazZaaRaa pE kAun Itani KhuShaaMad kaRtaa
Ab Wo RuuThe haiN Lo aUr TamaAshaa Dekho
Do hi Din meN Wo Baat hAi Na Wo chAah Na pYaar
Ham Ne paHle hi Ye tUm se Na kaHaa thAa Dekho
Ham nA kahTe tHe BaNaavaT se hAi SaRaa GusSa
HaNs ke Lo phiR Wo UnHon Ne HameN DekHa Dekh0
MasTii-E-HuSn se Apni Bhi NahiN Tum ko KhAbar
Kyaa suNo aRaz Merii, HaaL MeRaa kya Dekho
GhAr se Har WaqT Nikal aAte ho khOLe hUe bAal
ShAam Dekho Na MeRi JaAN SaveRa Dekho
KhaNaa-E-JaaN meN NamuDaar Hai ek paikaR-E-Nuur
HasaRato Aao RuKh-E-YaaR ka JalWa Dekho
SaaMne sAb ke Munaasin nahiN hAm paR ye iTaab
Sar se Dhal jaAye Na GusSe meN DupaTTa Dekho
Mar MiTe hAm to kaBhi yAad Bhi tUm Ne Na kiYa
Ab MuhaBBat ka Na kaRna kaBhi DaWaa Dekho
Dosto Tark-E-MuhaBBat ki NasiHat hAi FaZuUL
Aur Na MaaNo to Dil-E-ZaaR ko Samajhaa Dekho
SaR kaHiN BaaL kahiN HaaTh kahiN PaaON kahiN
Us ka SoNa Bhi hAi kis ShaAn ka SoNaa Dekho
Ab Wo ShoKhi Se Ye kahte hAIn SitamGar jo haiN Ham
Dil kisi aUr se kuChh Ro0z BhaLa Dekho
Havas-E-Diid MiTi hAi na MiTegi "HasRat"
DekhNe ke Liye ChaaHo UnheN JitNa Dekho...

1 Like ·
Jan 05, 2018 at 08:01
Category: sad
Poetry / Sad
Tamanna Le K Ulfat Ki Mere Aangan Main Wo Aaya
Tamanna le k ulfat ki mere aangan main wo aaya
MOHABBAT Rog hai Dil ka Usay yeh meine samjhaya
Kaha us ne Mohabbat kar shareek-e-Gham bana MUJH ko
Karonga Main Zamanay ki khushi se Aashna TUM ko
Hua Majboor main yaro kiya Iqraar ulfat ka
Laga di JAAN ki bazi samajh kar khel Qismat ka
Hui Maloom phir Uski haqeeqat yeh Zamanay se
Usay taskeen milti hai Kisi ka DIL dukhane se...!

2 Like ·
Sep 20, 2017 at 19:09
Category: sad
Poetry / Sad
Uss Pal Bhi Dil Pay Teri Tamanna Jarri Rahi
uss pal bhi dil pay teri tamanna jarri rahi
jab shehar mei har aik ko apni parri rahi
guzray hazaron qafilay raah-e-qubool se
ik aarzoo kaheen pe akeli khari rahi
warna to bhool bhaal chukay hotay ab talak
woh to teray khayal ki taqat barri rahi
jany woh mojza tha mohabbat thi ya junoon
sadiyon nazar sukoot-e-nazar se larti rahi...!

Jul 24, 2017 at 02:07
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Fuzool Hai Un Sey Yeh Tamanna Key Merey Gham Ki Dawa Karein Gay
Fuzool hai un sey yeh tamanna key merey gham ki dawa karein gay
Tabahi-e-dil pey jo tulay hon woh dil ki ta’ameer kiya karein gay
Qadeem aik rasm-e-dosti hai magr hai ab bhi wohi ta’alluq
Sitam sahe hain, sitam sahein gey, wafa key badley jafa karein gay
Na zindagi ko sukoon mila hai, na zindagi ney sukoon diya hai
Kabhi jo pohanchay us aastaan tak tu zindagi ka gila karein gay
Shareek-e-bazm-e-hayaat tum they tu aarzu’oon mein roshni thee
Tumhari qurbat sey duur reh kar sukoon mila tu kiya karein gay
Kisi ko maaloom tak na hoga key hum ko thi aap sey muhabbat
Kisi ko mahsoos tak na hoga kuch is tarah hum wafa karein gay
Mata-e-qalb o nazar luta kar uthaye mehroomiyun ke sadme
Gham-e-zamana teri hikaayat baray mazay sey kaha karein gay
Khushi ki halki si aik kiran bhi dil o nazar mein nahi hai zakir
Udaasiyun per hi aasra hai kiya bhi shikwa tu kiya karein gay

Jul 30, 2016 at 16:07
Category: sad
Poetry / General
Saher
Tarap Rahi Hai Har Aik Tamanna
tarap rahi hai har aik tamanna
na tum se milte na aise hote
bujhi bujhi c hai dil ki dunia
na tum se milte na aise hote
ham aisi mehfil main kese jaen
jahan k manzar hamen jalain
agar hai jalna jalen ge tanha
na tum se milte na aise hote
na chain aaye na maut aaye
na jee rahe hain, na mar rahe hain
kahan tha pehle ye haal apna
na tum se milte na aise hote
na tum se milte na aise hote
bujhi bujhi c hai dil ki dunia
na tum se milte na aise hote
ham aisi mehfil main kese jaen
jahan k manzar hamen jalain
agar hai jalna jalen ge tanha
na tum se milte na aise hote
na chain aaye na maut aaye
na jee rahe hain, na mar rahe hain
kahan tha pehle ye haal apna
na tum se milte na aise hote
·
1 Like ·
Apr 01, 2016 at 09:04
Category: general
Sms / Shairi
Kashif Yaqoob
Tamanna Tere Wajood Ki Hoti
Tamanna Tere Wajood Ki Hoti To Duniya Se Cheen Leta 'S'
Ishq Teri Rooh Se He
Is Liye Khuda Se Mangta Hon.
Ishq Teri Rooh Se He
Is Liye Khuda Se Mangta Hon.
·
3 Like ·
May 27, 2013 at 15:05
Category: shairi
Tags: Ishq Shairi Poetry Khuda Sms
Sponored Video