Search
Social Wall / Photos
Asfand Yar
Allah Se Rishta Joro
·
1 Like ·
Dec 06, 2018 at 02:12
Category: photos
Quotes / Urdu Quotes
Sana Dimple
Sacha Rishta
·
2 Like ·
Nov 20, 2018 at 07:11
Category: urdu-quotes
Advertisement
Social Wall / Photos
Samra Mushtaq
Pakistani Rishta Aunties Solutions Be Like
"Bemaar rehnay lagay ho shaadi kardein"
·
1 Like ·
Jul 07, 2018 at 09:07
Category: photos
Social Wall / Text
Ijunoon
Ka Kya Rishta Hua
"A" ki Biwi "B",
"B" ki Bhabhi "C",
"C" ki beti "V",
"V" ka dada "G"
"G" ki biwi "K",
"K" ki beti "T",
To batao 'A" or "T" ka kya rishta hua...
"B" ki Bhabhi "C",
"C" ki beti "V",
"V" ka dada "G"
"G" ki biwi "K",
"K" ki beti "T",
To batao 'A" or "T" ka kya rishta hua...
·
2 Like ·
Mar 16, 2018 at 21:03
Category: text
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Jo Rishta Dil Se Na Jura Ho
Jo rishta dil se na jura ho
Usey tum chorti kyun naheen
Jo asaas majbori ki bina ho
woh bandhan torti kyun naheen
Tumeen rishton ka khof lahaq hay
Ya khud se larne se darti ho
Na badalne ka mere koi dharka hay
Ya mere badal jane se darti ho
Tumeen khud main samait sakta houn agar
Apna aap bikhar jane se darti ho
Main duniya se takra to sakta houn agar
Logoon se zamane se darti ho
Mere bazoo dam to rakhtey hain magar
Tum shayad aazmane se darti ho
Agar yeh sab kuch naheen hay to phir
Apnoon k samne se darti ho
Usey tum chorti kyun naheen
Jo asaas majbori ki bina ho
woh bandhan torti kyun naheen
Tumeen rishton ka khof lahaq hay
Ya khud se larne se darti ho
Na badalne ka mere koi dharka hay
Ya mere badal jane se darti ho
Tumeen khud main samait sakta houn agar
Apna aap bikhar jane se darti ho
Main duniya se takra to sakta houn agar
Logoon se zamane se darti ho
Mere bazoo dam to rakhtey hain magar
Tum shayad aazmane se darti ho
Agar yeh sab kuch naheen hay to phir
Apnoon k samne se darti ho
·
1 Like ·
Mar 19, 2017 at 12:03
Category: sad
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Tera Mera Rishta Kuch Aesa Uljha Hai
tera mera rishta kuch aesa uljha hai
uss ko suljhatay suljhatay
apnay dil ki poorein zakhmi kar betha hon
rishta shayad sulajh na paye
lekin iss ko suljhanay ki dhun mien jana
saray khwaab bhula betha hon
apna aap ganwaa betha hon!!!
uss ko suljhatay suljhatay
apnay dil ki poorein zakhmi kar betha hon
rishta shayad sulajh na paye
lekin iss ko suljhanay ki dhun mien jana
saray khwaab bhula betha hon
apna aap ganwaa betha hon!!!
·
1 Like ·
Dec 06, 2016 at 11:12
Category: love
Poetry / Songs Lyrics
Muzammil Shahzad
Tera Mera Rishta
Tera Yakin Kyon Maine Kiya Nahi,
Tujhse Raha Kyon Juda
Mujh Pe Yeh Zindagi Karti Rahi Sitam,
Tune Hi Di Hai Panah
Tera Mera Rishta Puraana
Hai Kya Tadap, Hai Yeh Kaisi Saza
Tu Kyun Mujhe Aaj Yaad Aa Gaya
Bechain Din Mere, Bechain Raat Hai
Kya Main Karu Kuchh Bata
Yeh Mere Paaon Hi Khud Meri Bediyaan
Uss Se Mujhe Tu Chhura
Tera Mera Rishta Purana
Kya Mujh Mein Hai Shaks Woh Keh Raha
Aa ab Main Dun Karz Tera Chuka
Aankhen Hai Num Meri, Saasein Chubhan Meri
Zakham Huwa Phir Hara, Dil Ke Viraane Mein
Mere fasane Mein, Tu Hi Toh Har Dum Raha
Tera Mera Rishta Purana
Oh Tera Mera Rishta Purana
Tujhse Raha Kyon Juda
Mujh Pe Yeh Zindagi Karti Rahi Sitam,
Tune Hi Di Hai Panah
Tera Mera Rishta Puraana
Hai Kya Tadap, Hai Yeh Kaisi Saza
Tu Kyun Mujhe Aaj Yaad Aa Gaya
Bechain Din Mere, Bechain Raat Hai
Kya Main Karu Kuchh Bata
Yeh Mere Paaon Hi Khud Meri Bediyaan
Uss Se Mujhe Tu Chhura
Tera Mera Rishta Purana
Kya Mujh Mein Hai Shaks Woh Keh Raha
Aa ab Main Dun Karz Tera Chuka
Aankhen Hai Num Meri, Saasein Chubhan Meri
Zakham Huwa Phir Hara, Dil Ke Viraane Mein
Mere fasane Mein, Tu Hi Toh Har Dum Raha
Tera Mera Rishta Purana
Oh Tera Mera Rishta Purana
·
1 Like ·
Nov 26, 2015 at 15:11
Category: songs-lyrics
Social Wall / Photos
Aras Rahes
Allah Se Rishta Joro.
·
1 Like ·
Sep 04, 2015 at 06:09
Category: photos
Poetry / 0
Ashraf Shahid
Khushi Aur Gham Ka Rishta
Maine phoolon se puchaa hai
Kaanton se bhi jhagda huwa hai
Puchha maine Khushi kahan rahti hai
Ye gham kahan hota hai
Phool tab muskurayen,kaanton
Ne bhi dikhayi aankh mujhko
Main Thoda sa dar gaya tha par,
Thoda sa sukun tha
Dono ne mil kar tab kaan mera pakda,
Ek raasta dikhaaya
Hume alag kar ke dekho, na paaoge
Kuch bhi, Samajh jao ALAM
Khushi wahin rahti hain,
Jahaan gham ka nagar hota hai
Phool wahin rehte hain
jahan kaanton ka ghar hota hai
Jaao usey ab talaasho,
ab usey jaa kar dhundho
Pahadon se bhi puchha tha
Main ye sawaal yaaro
Gussa aya tha wah bhi par
wah bhi tha muskuraaya
Usne bhi mujhe tab ek raasta
dikhaaya ,Kaha tab usne
Yaar Mere sine par BAaDAL hain
Bijliyan giraatey
Par baarishon ke aagosh me bhi
so jaata hun main aksar
Baghair Baadlon ke na
kuch bhi yaar bhaaten
Samajh jaao ALAm ek baat meri maano,
Thoda sa muskurao
Kabhi bijli kabhi baarish ALAM ye
ek ajib sa asar hota hai
Khushi wahin rahti hain ,
Jahaan gham ka nagar hota hai
Girti hai Bijli wahin jahan
Baaris ka asar hota hai
Na kabhi ghabrao na aansoo bahao,
Thora muskurao
Pahaadon ne kaha hai phoolon se
bhi yaaro ye asar hota hai
Khushi wahin rahti hain ,
Jahaan gham ka dagar hota hai
Kaanton se bhi jhagda huwa hai
Puchha maine Khushi kahan rahti hai
Ye gham kahan hota hai
Phool tab muskurayen,kaanton
Ne bhi dikhayi aankh mujhko
Main Thoda sa dar gaya tha par,
Thoda sa sukun tha
Dono ne mil kar tab kaan mera pakda,
Ek raasta dikhaaya
Hume alag kar ke dekho, na paaoge
Kuch bhi, Samajh jao ALAM
Khushi wahin rahti hain,
Jahaan gham ka nagar hota hai
Phool wahin rehte hain
jahan kaanton ka ghar hota hai
Jaao usey ab talaasho,
ab usey jaa kar dhundho
Pahadon se bhi puchha tha
Main ye sawaal yaaro
Gussa aya tha wah bhi par
wah bhi tha muskuraaya
Usne bhi mujhe tab ek raasta
dikhaaya ,Kaha tab usne
Yaar Mere sine par BAaDAL hain
Bijliyan giraatey
Par baarishon ke aagosh me bhi
so jaata hun main aksar
Baghair Baadlon ke na
kuch bhi yaar bhaaten
Samajh jaao ALAm ek baat meri maano,
Thoda sa muskurao
Kabhi bijli kabhi baarish ALAM ye
ek ajib sa asar hota hai
Khushi wahin rahti hain ,
Jahaan gham ka nagar hota hai
Girti hai Bijli wahin jahan
Baaris ka asar hota hai
Na kabhi ghabrao na aansoo bahao,
Thora muskurao
Pahaadon ne kaha hai phoolon se
bhi yaaro ye asar hota hai
Khushi wahin rahti hain ,
Jahaan gham ka dagar hota hai
·
1 Like ·
Aug 17, 2015 at 13:08
Category: 0
Sms / Marital Woes
Uzma Shaheen
Ishtihar Barayey Zaroorat E Rishta.
Ik nu umer said zda,seena kashda,Naik chalan or seedha sada,Lamba kam or past zada,Husn ka dildada,shadi per amada,Khoobsurat jawan,ala khandan.arsey se Perashan k liyey ik haseena masl-e-hor,nashe shabab mein chor,chashme makhmoor,cherey pe noor,batameez,bashaor,bahunr,saleeqmand,Soom o salawat ki paband,Badab bahaya,Sabqa sukkkonat Zila kho gaya,Na shaiq surkhi o cream,mumooli taleem,ma jabeen,behad hasseen,parda nasheen.baida had pusta qad,ahista kharam,shaista kalam,Pyyaara sa nam,ajooba khahnat,Raffeqa hayat.Darkar hai !! warna zindagi bekar hai.....
MASheri ya charpai,rooi bhari razai,chand zevar talai,kuch kursiyan or mez bas is qadr jehz..LArka goo ANARI hai magar karoobari hai..Ik adad dukan or muu mein Zuban rakhta hai....
(Mazeed baat cheet BILMUSHWA ya BAZRIYA LIFAFA.khat o kitabat pabandi zikha raz hai!)
DOSTOO YE ARZO DIL KI AWAZ HAI.
MAKAN # 420.
GAlI # 9211
HERAN CHOWK,PERASHAN MANZIL.
MASheri ya charpai,rooi bhari razai,chand zevar talai,kuch kursiyan or mez bas is qadr jehz..LArka goo ANARI hai magar karoobari hai..Ik adad dukan or muu mein Zuban rakhta hai....
(Mazeed baat cheet BILMUSHWA ya BAZRIYA LIFAFA.khat o kitabat pabandi zikha raz hai!)
DOSTOO YE ARZO DIL KI AWAZ HAI.
MAKAN # 420.
GAlI # 9211
HERAN CHOWK,PERASHAN MANZIL.
·
1 Like ·
Apr 09, 2015 at 10:04
Category: marital-woes
Sponored Video