Search
Social Wall / Photos
Ijunoon
Khudkushi Karnay Gaye Lekin
·
1 Like ·
Jun 05, 2018 at 19:06
Category: photos
Poetry / Sad
Mehwish Shahzadi
Deeda E Dil Ki Tabahi Mujhy Manzoor Lekin.
Deeda-e-Dil ki Tabahi Mujhy manzOor lekin,
Unka Uttra hOwa Chehra nahi dekha jaata.!
Unka Uttra hOwa Chehra nahi dekha jaata.!
·
0 Like ·
Apr 17, 2018 at 07:04
Category: sad
Advertisement
Poetry / Sad
Hawa Thami Thi Zaroor Lekin
Hawa Thami Thi Zaroor Lekin
Wo Shaam Jesy Sisak Rahi Thi
K Zard Patton Ko Aandhiyun Ne Ajeeb Qissa Suna Dia Tha
K Jis Ko Sun Kar Tamam Pattay
Sisak Rahe The
Bilak Rahe The
Jane Kis Sanihay K Ghum Main
Shajar Jaron Se Ukhar Chuke The……
Bohat talash kia tha Hum Ne Tumko
Har Aik Rasta, Har Aik Waadi
Har Aik Parbat, Har Aik Ghaati
Kahin Se Teri Khabar Na Ayi
To Ye Keh K Hum Ne Dil Ko Tala
Hawa Thamay Gi To Dekh Lain Ge
Hum Us K Raston Ko Dhoond Lain Ge
Magar Hamari Ye Khush Khayali
Jo Hum Ko Barbaad Kar Gae Thi…
Hawa Thami Thi Zaroor Lekin
Bari Hi Muddat Guzar Chuki Thi
Hamare Balon K Jungalon Main
Safaid Chaandi Utar Chuki Thi
Falak Pe Taray Nahi Rahe The
Gulaab Pyare Nahi Rahe The
Wo Jin Se Basti Thi Dil Ki Basti
Wo Loog Saare Nahi Rahe The
Ye Almiya Sab Se Baalatar Tha
K Hum Tumhare Nahi Rahe The
K Tum Hamare Nahi Rahy the
Hawa Thami Thi Zaroor Lekin
Bari Hi Muddat Guzar Chuki Thi...!

Sep 17, 2017 at 04:09
Category: sad
Poetry / Sad
Maana Har Baar Me Naakam E Wafa Tha Lekin
Jeene ki koi khub soorat wajah ho ye zaruri to nahi
Meri har baat Ana ho ye jaruri to nahi...
Maana har baar me Naakam-e-wafa tha lekin
galati meri hi har dafa ho ye zaruri to nahi...
Me jo yu door ho gaya hu tujhse...
Terii Jaanib hi hawaa ho ye zaruri to nahi...
Tanha hai chand suraj bhi to Aasmano pe
Tanha Rahna bhi sazaa ho ye jaruri to nahi...!

Sep 01, 2017 at 07:09
Category: sad
Poetry / Sad
Hansi Aai To Hai Bekaif Si Lekin Khuda Jaane
Teri Mehfil Se Uthkar Ishq Ke Maaron Pe Kya Guzri
Mukhalif Ik Jahaan Tha Jaane Bicharoon Pe Kya Guzri
Sahar Ko Rukhsat-E-Bimaar-E-Furqat Dekhne Waalo
Kisi Ne Ye Bhi Dekha Raat Bhar Taaron Pe Kya Guzri
Suna Hai Zindegi Viraniyoun Ne Luut Li Milakar
Na Jaane Zindegi Ke Naaz Bardaroon Pe Kya Guzri
Hansi Aai To Hai Bekaif Si Lekin Khuda Jaane
Mujhe Masruur Paakar Mere Ghamkharoon Pe Kya Guzri
Asir-E-Gam To Jaan Dekar Rihaai Paa Gaya Lekin
Kisi Ko Kya Khabar Zindaan Ki Divaron Pe Kya Guzri....!

Aug 12, 2017 at 13:08
Category: sad
Poetry / Sad
Tum Say Pehlay Bhi Muhabbat To Mujhay Thi Lekin
tum say pehlay bhi muhabbat to mujhay thi lekin
aisi muunh zor na thi
jo meri rooh men tehleel hui jati hai
daurti hai jo meray jism men lahu bun kar
din ba din chheen rahi hai jo mujhay khud mujh say
din ba din sonp rahi hai jo mujhay bus tum ko
dekhnay deti nhi aur kisi simt mujhay
sochnay deti nhi aur koi baat mujhay
dharkanen aik he tasbeeh kiay jati hain
dil ki haalat yeh meri jaan kisi taur na thi
tum say pehlay bhi muhabbat to mujhay thi lekin
aisi muunh zor na thi
Jab ban gaya aasman, samander
Saahil pay buss aik shab guzari
Es baar na bach sakay gi shayad
Chahat ko laga hai zakham kaari

2 Like ·
Jul 20, 2017 at 11:07
Category: sad
Poetry / Sad
Baar Haa Bichray The Lekin Youn Tujhe Khoya Na Tha
baar haa bichray the lekin youn tujhe khoya na tha
ab tou wo kata hai ham ne jo kabhi boya na tha
Khowab woh daikha k jo khowabon main basta tha kabhi
Raat youn soya hoon jaisey umr bhar soya na tha
Khul k roney se bhi dil ka bojh kab halka huwa
Taiz baarish ne bhi terey naqsh ko dhoya na tha
Khul k roney se bhi dil ka bojh kab halka huwa
Taiz baarish ne bhi terey naqsh ko dhoya na tha
Woh bhi din the naam mera wird e jaan tha aur ab
Berukhi aisi taalluq hi kabhi goya na tha
Yeh achanak baithay baithay kya huwa tujhey
Iss se pehley to kabhi tu iss tarah roya na tha

Feb 14, 2017 at 06:02
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Hawa Thami Thi Zaroor Lekin
Hawa Thami Thi Zaroor Lekin
Wo Shaam Jese Sisak Rahi Thi
K Zard Patton Ko Aandhiyo Ne
Ajeeb Qissa Suna Dia Tha
K Jis Ko Sun Kar Tamam Pattey
Sisak Rahe The Bilak Rahe The
Jaane Kis sanihay may
Shajar Jaron Se Ukhar Chuke The
Bht dhonda Tha Hum Ne Tum Ko
Har Aik Raasta
Har Aik Waadi
Har Ek Shehr Me
K Phr Us Sa aat Mein
Sufaid Chandani Utar Chuki Thi
Falak Pe Taarey Nahi Rahe The
Gulaab Piyare Nahi Rahe The
Wo Jin Se Basti Thi Dil Ki Basti
Wo Log Sare NAhi Rahe The
Ye Almiya Sab Se Baalatar Tha
K Hum Tumhare Nahi Rahe The
K Tum Hamare NAhi Rahe The
Hawa Thami Thi Zaroor Lekin
Bari Hi Muddat Guzar Chuki Thi
Wo Shaam Jese Sisak Rahi Thi
K Zard Patton Ko Aandhiyo Ne
Ajeeb Qissa Suna Dia Tha
K Jis Ko Sun Kar Tamam Pattey
Sisak Rahe The Bilak Rahe The
Jaane Kis sanihay may
Shajar Jaron Se Ukhar Chuke The
Bht dhonda Tha Hum Ne Tum Ko
Har Aik Raasta
Har Aik Waadi
Har Ek Shehr Me
K Phr Us Sa aat Mein
Sufaid Chandani Utar Chuki Thi
Falak Pe Taarey Nahi Rahe The
Gulaab Piyare Nahi Rahe The
Wo Jin Se Basti Thi Dil Ki Basti
Wo Log Sare NAhi Rahe The
Ye Almiya Sab Se Baalatar Tha
K Hum Tumhare Nahi Rahe The
K Tum Hamare NAhi Rahe The
Hawa Thami Thi Zaroor Lekin
Bari Hi Muddat Guzar Chuki Thi
·
1 Like ·
Jan 07, 2017 at 15:01
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Hawa Thami Thi Zaroor Lekin
Hawa Thami Thi Zaroor Lekin
Wo Shaam Jese Sisak Rahi Thi
K Zard Patton Ko Aandhiyo Ne
Ajeeb Qissa Suna Dia Tha
K Jis Ko Sun Kar Tamam Pattey
Sisak Rahe The Bilak Rahe The
Jaane Kis sanihay may
Shajar Jaron Se Ukhar Chuke The
Bht dhonda Tha Hum Ne Tum Ko
Har Aik Raasta
Har Aik Waadi
Har Ek Shehr Me
K Phr Us Sa aat Mein
Sufaid Chandani Utar Chuki Thi
Falak Pe Taarey Nahi Rahe The
Gulaab Piyare Nahi Rahe The
Wo Jin Se Basti Thi Dil Ki Basti
Wo Log Sare NAhi Rahe The
Ye Almiya Sab Se Baalatar Tha
K Hum Tumhare Nahi Rahe The
K Tum Hamare NAhi Rahe The
Hawa Thami Thi Zaroor Lekin
Bari Hi Muddat Guzar Chuki Thi
Wo Shaam Jese Sisak Rahi Thi
K Zard Patton Ko Aandhiyo Ne
Ajeeb Qissa Suna Dia Tha
K Jis Ko Sun Kar Tamam Pattey
Sisak Rahe The Bilak Rahe The
Jaane Kis sanihay may
Shajar Jaron Se Ukhar Chuke The
Bht dhonda Tha Hum Ne Tum Ko
Har Aik Raasta
Har Aik Waadi
Har Ek Shehr Me
K Phr Us Sa aat Mein
Sufaid Chandani Utar Chuki Thi
Falak Pe Taarey Nahi Rahe The
Gulaab Piyare Nahi Rahe The
Wo Jin Se Basti Thi Dil Ki Basti
Wo Log Sare NAhi Rahe The
Ye Almiya Sab Se Baalatar Tha
K Hum Tumhare Nahi Rahe The
K Tum Hamare NAhi Rahe The
Hawa Thami Thi Zaroor Lekin
Bari Hi Muddat Guzar Chuki Thi
·
1 Like ·
Jan 07, 2017 at 07:01
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Hr Chnd Tere Naqsh E Kaf E Paa Main Ha Lekin
Hr chnd tere naqsh-e-kaf e paa main ha lekin
Yeh dil kisi bachy ka khelona bhi nahi ha
Yeh ishaq o muhabat ki rawayat bhi ajab ha
Paya nahin jis ko usy khona bhi nahin ha
Jis shaqs ki khatar tera yeh haal ha khawar
Us ne tere mar jane pe roona bhi nahin ha

Aug 05, 2016 at 00:08
Category: sad
Sponored Video