Search
Poetry / Sad
Mohammad Yaseen
Pahale Pahal To Khwabon Ka Dam Bharne Lagti.
pahale pahal to khwabon ka dam bharne lagti hai
phir aankhen palkon mein chup kar rone lagti hai
jane tab kyon suraj ke khvahish karte hain log
jab barish mein sab divaren girane lagti hai
tasviron ka rog bhi aakhir kaisa hota hai
tanhai mein baat karo to bolane lagti hai
sahil se takarane vali vahashi maujen bhi
zinda rahane ke khvahish mein marane lagti hai
tum kya jano lafzon ke aazar ke shiddat ko
yaden tak sochon ke aag mein jalne lagti hai.

·
1 Like ·
Jul 03, 2018 at 13:07
Category: sad
Poetry / Sad
Tora Hai Dam Kisi Ne Karvat Badal Badal K
Thandi havaa k jhonke chalte hain halkay halkay
aisay me dil na toro vaade karo na kal k
chalte hain ye bhi ham se tevar badal badal k
jin ko sikhaya ham ne chalna sambhal sambhal ke
saaqii ne aaj mujh ko aisii nazar se dekhaa
mausam huaa gulaabii rangiin jaam chhalake
bistar kii silvaToon se ye mahasuus ho raha hai
tora hai dam kisi ne karvaT badal badal k...!

Sep 07, 2017 at 16:09
Category: sad
Advertisement
Social Wall / Videos
Ijunoon
The Largest Dam In The World
·
0 Like ·
Jul 20, 2017 at 04:07
Category: videos
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
mahshar mein paas kiyon dam e faryaad aa gaya
mahshar mein paas kiyon dam -e- faryaad aa gaya
reham iss nay cab kya tha keh ab yaad aa gaya
uljha hai paon yaar ka Zulf -e- daraaz mein
lo aap apnae daam mein sayyad aa gaya
nakamiyoo mein tum nay jo Tashbih mujh say di
sheeren ko dard farhaad aa gaya
dil ko qlq hai tark muhabbat kay baad bhi
ab aasmaa ko Shewa -e- beddad aa gaya
jab ho chuka yqin keh nahi Taqat -e- wisaal
dam mein hamaray woh sitam ijaad aa gaya
ذکرِ sharaab o hoor kalaam khuda mein daikh
momin mein kya kahon mujahe kya yaad aa gaya

Aug 11, 2016 at 04:08
Category: sad
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Dam E Vaapsi
Tum Aur Fareb Khaao Bayaan-E-Raqeeb Se
Tum Se To Kam Gilaa Hai Ziyaada Naseeb Se
Goyaa Tumhaari Yaad Hi Meraa Ilaaj Hai
Hota Hai Peharon Zikr Tumhaara Tabiib Se
Barbaad-E-Dil Ka Aakhiri Sarmaaya Thi Umeed
Vo Bhi To Tum Ne Chheen Liya Mujh Gareeb Se
Dhundhla Chali Nigaah Dam-E-Vaapsi Hai Ab
Aa Paas Aa K Dekh Lon Tujh Ko Qareeb Se

2 Like ·
Nov 22, 2015 at 12:11
Category: love
Articles / Featured
Ijunoon
Sardiyun Mai Shehed Khane Se Insan Taza Dam O Tawana
طبی ماہرین کاکہنا ہے کہ سردیوں میں شہد کھانے سے انسان تازہ دم و توانانظرآتا ہے۔قدیم یونانی کھلاڑی بھی اپنی توانائی بحال رکھنے کے لیے شہد کااستعمال کرتے تھے کیونکہ ان کا مانناتھا کہ شہد میں موجود گلوکو...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jul 06, 2015 at 08:07
Category: featured
Sms / Cute
Asma
Zindagi Mein Har Dam Haste Raho
Zindagi mein har dam haste raho,
Hasna zindagi ki zarurat hai.
Zindagi ko is andaz mein jiyo
ki aapko dekh kar log kahe
""Zindagi Kitni KHOOBSURAT Hai.""
Hasna zindagi ki zarurat hai.
Zindagi ko is andaz mein jiyo
ki aapko dekh kar log kahe
""Zindagi Kitni KHOOBSURAT Hai.""
·
4 Like ·
Jan 07, 2015 at 05:01
Category: cute
News / Sports
Ijunoon
Bharti Bowlers Mai Dam Khum Nahi Raha Waseem Akram
پاکستان کرکٹ ٹیم کے سابق کپتان وسیم اکرم نے کہا ہے کہ انگلینڈ کے ہاتھوں بھارتی کرکٹ ٹیم کی شکست کے ذمہ دار بائولر ہیں جن میں دم خم باقی نہیں رہا، وقت آگیا ہے کہ نئے خون کو پلیئنگ الیون میں شامل کیا جا...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Dec 21, 2012 at 10:12
Category: sports
Sms / Cute
Kashif Yaqoob
Zindagi Mein Har Dam Hanste Raho
Zindagi mein har dam hanste raho,
Hasna zindagi ki zarurat hai.
Zindagi ko iss andaz mein jiyo
K aapko dekh kar log kahen
""Zindagi Kitni KHOOBSURAT Hai""
Hasna zindagi ki zarurat hai.
Zindagi ko iss andaz mein jiyo
K aapko dekh kar log kahen
""Zindagi Kitni KHOOBSURAT Hai""
·
1 Like ·
Mar 10, 2008 at 11:03
Category: cute
Sms / Shairi
Saad Raza
Wafa Ka Dam Tou Bharty Hian Iss Duniaya Main Sub Lakin!!
Wafa ka dam tou bharty hian iss duniaya main sub Lakin!!
Wafa kay nam par mit kar dikhana kiss ko ata hay?
Wafa kay nam par mit kar dikhana kiss ko ata hay?
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: shairi
Sms / Eid Mubarak
Ijunoon
Eid Ka Chaand Nazar Aye Ga Jis Dam Mujh Ko
EID KA CHAAND NAZAR AYE GA JIS DAM MUJH KO
MAIN TERE WUSL KI AE DOST DUA MAANGON GA
MAIN JO BARSON SE HON TANHAI KAY SEHRA MAIN MUKEEM
AB TERE EHAD e RIFAQAT KI GHATA MAANGON GA
MAIN TERE WUSL KI AE DOST DUA MAANGON GA
MAIN JO BARSON SE HON TANHAI KAY SEHRA MAIN MUKEEM
AB TERE EHAD e RIFAQAT KI GHATA MAANGON GA
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: eid-mubarak
Tags: Tanhai Chaand
Sponored Video