Search
Sadaf Butt
Yun Zindagi Guzaar Raha Hun Teray Baghair.
Jaisay Koi Gunaah Kiye Jaa Raha Hun Mian.
Asiya Faheem
Uss K Baghair Aaj Bohat Jee Udaas Hai.
Jalib Chalo Kahien Sey Ussay Dhoondh Laayen Hum....!
Ijunoon
Main Ne Tumhain Baghair Dekhe Shadi Kr Li
Shohar: Aur meri sharafat dekho,
Main ne dekh kar bhi inkar ni kiya
Muzammil Shahzad
Teshay Baghair Mar Na Saka Kohkan
sehra magar ba-tangi e chasm e husood tha
aashuftagi ne naqsh e sueda kiya durust
zaahir hua ke daagh ka sarmaaya dood tha
tha khwaab mein khyaal ko tujh se maamla
jab aankh khul gayi na ziyaan tha na sood tha
leta hoon maktab e gham e dil mein sabaq hunooz
lekin yehi ke "raft" gaya aur "bood" tha
dhaanpa kafan ne daagh e ayoob e barhangi
main, verna har libaas mein nang e wajood tha
teshay baghair mar na saka kohkan, asad!
sargashta e khumaar e rusoom o qyood tha.
Ijunoon
Rear Earth Metal K Baghair Motor Ke Tiyari
جاپانی ہائی ٹیک کمپنی ہٹاچی نے ایک ایسی موٹر متعارف کروائی ہے جو ریئر ارتھ میٹل کے بغیر تیار کی گئی ہے۔ ماہرین کے مطابق اس کامیابی سے نہ صرف ریئرارتھ میٹریلز پر انحصار کم ہوجائے گا بلکہ اخراجات میں بھ...
مزید پڑھیں
Ijunoon
Dantoo Ka Baghair Injection K Ilaaj
ہمارے ہاں دانت کے درد سے نجات کے لیے گھریلوٹوٹکے کے طور پر لونگ کا استعمال عام ہے جس سے کچھ دیر کے لیےافاقہ ہوجاتا ہے۔ لیکن اب سائنس دانوں نے ایک ایسی جنگلی بوٹی تلاش کرلی ہے جو نہ صرف دانتوں کے درد ک...
مزید پڑھیں
Muzammil Shahzad
Uss K Baghair Kharchay Meri Umar Katt Gai
Lekin Hayaat Kitnay Anaasar Mein Batt Gai
Main Ne Usay Khareed Liya Chahton k Bhaao
Phir Yun Hua K Qeemat-e-Bazaar Ghatt Gai
Behti Hui Thi oot mein Khuwaabon Ki Chaandni
Main Dekhne Laga to Dareechay se Hatt Gai
Logo ne Meri Shakl k Tukrey Utha Liye
Tasweer Meri Chahne Walo mein Batt Gai
Ghar Chornay Ka Jabb Bhi Irada Kiya Mohsin
Qadmoo Se Uss ki Yaad Ki Khusbhoo Lipat Gai
Muzammil Shahzad
Main Teray Baghair Ek Sehra Hon
Fiza me Dukh Racha hoa hai,
Hawa koi udaas geet gunguna rahi hai,
Phool ke Labon pe Peyas hai,
Aisa Lagta hai,
Hawa ki Aankhen Rotey Rotey khushk ho gai hon,
Saba ke dono hath khali hon
kh... shehr mein Tera koi pata nahen,
saans lena kitna mahaal hai
udasiyan udasiyan Ajab haal hai
Tamam sabz saaya-dar pairron ney,
Tery baghair wehshaton me apney perhan ko taar taar kar dia
Ab kisi shajr key Jism per Quba nahen
Sookhey Zard pattey
Koo ba Koo teri talaash me Bhatak rahey hen
Meray Darichon me Gulabi dhoop roz jhaankti hai
Mgr uss ki Aankhon me
Wo Jag-magahaten nahen
Jo teray Waqt me Zameen key sabeeeh maathey per
Soorajon ki kehkashaan sajaaney aati thin
Zameen bhe meri Trah hi
Teray baghair es ki Kokh se bhe ab
Koi Gulaab ugg na paye ga
Zameen Banjer ho gai hai
Aur
Meri Rooh ki Bahaar Aafreen kokh bhi
Meri soch key sadaf mein
Fun key sachey moti kis trah Janam lia kren
kh main sarapa-e-tashnagi hon
Aur door door tak, Visaal-e-abr ki khabr nahen
Meray aur Teray darmian
Paanch Paanion key Des mein
Kachey gharrey bhe to meri dastars se door hen
Mai kis trah SHER kahoon
Meri Soch key Badan ko, to Namoo to dey
kh...
Main Teray baghair Ek Sehra hon!!
Muzammil Shahzad
Baghair Us K Ab Aaram Bhi Nhi Aata
Wo Shakhs Jis Ka Muje Naam B Nhi Aata,
Karoo Ga Kia Jo Mohabt Me Ho Gaya Nakam,
Muje Tu Or Koi Kaam B Nhi Aata,
Chura K Khwab Wo Aanko Ko Rehn Rakta Hy,
Or Us K Sr Koi Ilzam B Nahi Aata.
Muzammil Shahzad
Baghair Us K Ab Aaram Bhi Nhi Aata
Wo Shakhs Jis Ka Muje Naam B Nhi Aata,
Karoo Ga Kia Jo Mohabt Me Ho Gaya Nakam,
Muje Tu Or Koi Kaam B Nhi Aata,
Chura K Khwab Wo Aanko Ko Rehn Rakta Hy,
Or Us K Sr Koi Ilzam B Nahi Aata.
Ijunoon
Cheen Ka Baghair Pailate Khalai Jahaz Rawana
خلائی تسخیر کی دوڑ میں چین بھی پیچھے نہیں رہا۔ چین نے خلا میں قدم جمانے کے لیے بغیر انسان کے خلائی جہاز روانہ کر دیا۔ چین کے ژن چوآن سیٹلائٹ لانچ سینٹر سے بغیر پائلٹ کا خلائی جہاز شن ڑوآٹھ روانہ کر دی...
مزید پڑھیں
Ijunoon
Baghair Chamach K Khana Tayar Karne Wala Robot
اب کھانا پکا تےوقت ہاتھ سےچمچ چلانےکی بالکل بھی ضرورت نہیں کیونکہ جاپان میں ایسا روبوٹ تیار کیا گیا ہےجو کھانا پکاتےوقت یہ کام خود سر انجام دیتا ہے۔ اس خود کار کڑھائی میں ایک چمچ نصب ہےجو کھانےکی مناس...
مزید پڑھیں
Ijunoon
Pakistani Cricketers Baghair Ipl Be Maza Hogai
قومی کرکٹ ٹیم کے سابق کپتان وسیم اکرم کا کہنا ہے کہ پاکستان کے پاس ٹی ٹوئنٹی کے کئی ماہرکھلاڑی موجود ہیں۔ پاکستانی کھلاڑیوں کی عدم موجودگی میں انڈین پریمیئر لیگ بے مزہ ہے۔ شاہد آفریدی، عبدالرزاق، عمر ...
مزید پڑھیں
Sponored Video