Poetry / Songs Lyrics
Muzammil Shahzad
Aaja Main Hawaon Pe Bitha ke Le Chalun
Tu Hi Toh, Tu Hi Toh Meri Dost Hai
Aaja Main Khalaon Mein Utha ke Le Chalun
Tu Hi Toh Meri Dost Hai
Awaaz Ka Dariya Hoon, Behta Hoon Main Nili Raaton Mein
Main Jaagta Rehta Hoon, Neend Bhari Jheel Si Aankhon Mein
Awaaz Hoon Main
Aaja Main Hawaon Pe Bitha ke Le Chaloon
Tu Hi Toh, Tu Hi Toh Meri Dost Hai
Aaja Main Khalaon Mein Uthake Le Chaloon
Tu Hi Toh Meri Dost Hai
Raat Mein Chandni Kabhi, Aisi Gungunati Hai
Sun Zara Lagta Hai Tumse, Awaaz Milati Hai
Main Khayalon Ki Mehek Hoon, Gungunate Houe Saaz Par
Ho Sake Toh Milale, Awaaz Ko Le Saaz Par
Aaja Main Hawaon Pe Bitha ke Le Chalun
Tu Hi Toh Meri Doost Hai
Aaja Main Khalaon Mein Utha ke Le Chaloon

O Kabhi Kehta Hai Saahil, Jahan Shaam Utarti Hai
Kehte Hain Samunder Se, Ek Pari Guzarti Hai
Woh Raat Ki Rani Hai, Sargam Par Chalti Hai
Aaja Main Hawaon Pe Bitha ke Le Chaloon
Tu Hi Toh, Tu Hi Toh Mera Dost Hai

Tu Hi Toh Mera Dost Hai
Awaaz Ka Dariya Hoon, Behti Hoon Mein Nilli Raaton Mein
Main Jagti Rehti Hoon, Neend Bhari Jheel Si Aankhon Mein

Advertisement
·
1 Like ·
Nov 26, 2015 at 08:11
Category: songs-lyrics
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video