Poetry / Songs Lyrics
Ajnabi shahar k ajnabi raste
Meri tanhayi par muskaraty rahe
Main bohut deer tak yunhi chalta raha
Tum bohut deer tak yaad aty rahe
Zaher milta raha zahar peetey rahe
Rooz marty rahe rooz jite rahe
Zindagi bhi humeen aazmati rahi
aur hum bhi usse aazmate rahe
Zakhm jab bhi koy zahen_o_dil par laga
Zindagi ki taraf aik daricha khula
Hum bhi goya kisi saaz ke taar hain
choot khaty rahe gungunaty rahe
kal kuch aisa huwa main bohot takh gaya
Isliye sun k bhi ansuni kar gaya
Kitni yadoon k bhatke huwe karwaan
Dil k zakhmon k dur khatkhatate rahe
Meri tanhayi par muskaraty rahe
Main bohut deer tak yunhi chalta raha
Tum bohut deer tak yaad aty rahe
Zaher milta raha zahar peetey rahe
Rooz marty rahe rooz jite rahe
Zindagi bhi humeen aazmati rahi
aur hum bhi usse aazmate rahe
Zakhm jab bhi koy zahen_o_dil par laga
Zindagi ki taraf aik daricha khula
Hum bhi goya kisi saaz ke taar hain
choot khaty rahe gungunaty rahe
kal kuch aisa huwa main bohot takh gaya
Isliye sun k bhi ansuni kar gaya
Kitni yadoon k bhatke huwe karwaan
Dil k zakhmon k dur khatkhatate rahe
Advertisement
·
1 Like ·
Jul 29, 2015 at 01:07
Category: songs-lyrics
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video