Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Zard patton ki terah khwab bikhar jate hain
dard lamhe tu meri jaan main utar jate hain
main wafaoon ki hatheli pe likhi tahrerain
parhna chahon tu sabi harf mukar jate hain
dil ko hairat ha k chup chap guzarte lamhe
kis tarah Ankh ki putli main thehar jate hain
umar sehra main kate ya gham-e-tanhai main
akhri waqat tu sare hi guzar jate hain
ab tu ye ha k teri yaad main bheege manzar
chalte chalte mere hathon se bikhar jate hain

Advertisement
·
1 Like ·
May 24, 2017 at 11:05
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video