Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Yeh Jo Diwany Se Do Chaar Nazar Aty Hain
In Main Kuch Sahib-E-Israr Nazar Aty Hain
Teri Mehfil Ka Bhram Rakhty Hain So Jaty Hain
Warna Yeh Log To Bedar Nazar Aty Hain
Door Tak Na Koi Sitara Hai Na Jugno
Ab To Marg Omeed Ke Aasar Nazar Aty Hain
Kal Jinhain Chu Nahi Sakti Thi Farishton Ki Nazar
Ab Woh Ronaq-E-Bazar Nazar Aty Hain
Mery Daman Main Sholon Ke Siwa Kuch Nahi
Aap To Pholon Ke Kharidar Nazar Aty Hain..

Advertisement
·
1 Like ·
Sep 12, 2016 at 18:09
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video