Poetry / Sad
Ye Jamal kya
Ye Jalal kya
Ye Arooj kya
Ye Zawal kya
Wo jo Lamha Lamha bikher gya
Wo jo apni Hadh se guzar gya
Ussey Fiker-e-Shaam-o-Sahar kya
Wo jo Be-niaz sa ho gya
WO jo Ek Raaz sa ho gya
Jissey kuch gharz hi na rahi
Ussey Dast-e-Harf-e-Sawal kya
Kabhi Uss ne Mujhey Jala Diya
Kabhii Uss ne Mujhe Bhuja Diya
Main Charagh tha To Hawa ne Bhi
Mujhe Ek Tamasha Bana Diya !!
Ye Jalal kya
Ye Arooj kya
Ye Zawal kya
Wo jo Lamha Lamha bikher gya
Wo jo apni Hadh se guzar gya
Ussey Fiker-e-Shaam-o-Sahar kya
Wo jo Be-niaz sa ho gya
WO jo Ek Raaz sa ho gya
Jissey kuch gharz hi na rahi
Ussey Dast-e-Harf-e-Sawal kya
Kabhi Uss ne Mujhey Jala Diya
Kabhii Uss ne Mujhe Bhuja Diya
Main Charagh tha To Hawa ne Bhi
Mujhe Ek Tamasha Bana Diya !!
Advertisement
·
1 Like ·
Mar 16, 2017 at 11:03
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video