Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Usay Kehna Ye Dunya Hay
Yaha Har Morr Pay Aisay Bohat Say Log Miltay Hain
Jo Andar Tak Utartay Hain
Abadd Tak Saath Rehnay Ki
ikhatay Dard Sehnay Ki
Hamaysha Baat Kartay Hain
Usay Kehna
Ye Dunya Hay
Yaha Har Shaks Matlab Ki
Hadon Tak Sath Chalta Hay
Jaise Hi Mousam Badalta Hay
Mohabbat Kay Sab Hi Daaway
Sab Hi Qasmay
Sab Hi Waaday
Achanak Toot Jatay Hain
Usay Kehna Ye Dunya Hay
Yaha Har Morr Pay Apni
Sada Aankhain Khuli Rakhna
Koii Kitna Bhi Acha Ho
Koii Kitna Bhi Sacha Ho
Mager Aitabaar Nahi Karna
Usay Kehna
Ye Dunya Hay
Yaha Pay Pyaar Mat Karna
Yaha Har Morr Pay Aisay Bohat Say Log Miltay Hain
Jo Andar Tak Utartay Hain
Abadd Tak Saath Rehnay Ki
ikhatay Dard Sehnay Ki
Hamaysha Baat Kartay Hain
Usay Kehna
Ye Dunya Hay
Yaha Har Shaks Matlab Ki
Hadon Tak Sath Chalta Hay
Jaise Hi Mousam Badalta Hay
Mohabbat Kay Sab Hi Daaway
Sab Hi Qasmay
Sab Hi Waaday
Achanak Toot Jatay Hain
Usay Kehna Ye Dunya Hay
Yaha Har Morr Pay Apni
Sada Aankhain Khuli Rakhna
Koii Kitna Bhi Acha Ho
Koii Kitna Bhi Sacha Ho
Mager Aitabaar Nahi Karna
Usay Kehna
Ye Dunya Hay
Yaha Pay Pyaar Mat Karna
Advertisement
·
1 Like ·
Apr 22, 2017 at 23:04
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video