Poetry / Sad
Unki aankhon me vo ishaarey na rahey
Paas hokar bhi woh hamarey na rahey
Beech manjhdhar la ke vo tou chale
Koi ummeed aur kinaarey na rahey
Vo hi dargah wahi meri jannat hain
geet ban gaye shikva, dua na rahey
Jo dharkano me jhilmil they khushi ban kar
Waqt ki gardishon me aaj sitaarey na rahey
Chah seene mein lub pe aah liye
Kya kahen hum bahaney na rahey...!
Paas hokar bhi woh hamarey na rahey
Beech manjhdhar la ke vo tou chale
Koi ummeed aur kinaarey na rahey
Vo hi dargah wahi meri jannat hain
geet ban gaye shikva, dua na rahey
Jo dharkano me jhilmil they khushi ban kar
Waqt ki gardishon me aaj sitaarey na rahey
Chah seene mein lub pe aah liye
Kya kahen hum bahaney na rahey...!
Advertisement
·
1 Like ·
Nov 29, 2017 at 02:11
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video