Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Meri Dastan ka urooj tha
Teri Narm Palkon ki chaon main
Mere sath tha Tujhe jagna
Teri aankh kaise jhapak gai
Bhla Hum mile bhi to kya mile
Wohi Doorian wohi faaslay
Na kbi Hamare Qadam Barhay na kbi Tumhari Jijhak gai
Tere Haath se Mere Hont tk wohi intzaar ki Piyas hai
Mere Naam ki jo Sharab thi kahin raste main Chalak gai
Tujhe Bhool jane ki koshishain kbi kaamyaab na ho ske
Teri yaad Shaakh-e-Gulaab hai
Jo hawa chali to Mehak gai..

Advertisement
·
1 Like ·
Jun 01, 2017 at 00:06
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video