Poetry / Sad

Muzammil Shahzad

Khushbu ko phool tasvir ko chehra samjhta tha
Tumhare do ghadi ke sath ko duniya samjhta tha


Dikha tha baad me mujhko tamashabeno ki tarah
Ek wo chehra jise main apna samjhta tha


Ehsaas me zakhm khata rha, muskurata raha
Dusron ke pyar par apna haq samjhta tha


Haan sach he tere liye main umr bhar rota raha
Lekin mujhe shayd hi koi apna samjhta tha


Dard ko dard hi ke ehsaas se mara gaya
Aakhir wo zakhm b bhara jise main gehra samjhta tha

Advertisement
· 1 Like · Feb 17, 2015 at 21:02
Category: sad
 

Latest Posts in poetry

Good Evening!
Posted by mehreen ali
Posted on : May 07, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS