Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Shab E Tanhayi
Woh Ju Bare Sukh Mein Hay
Usay Kehna
K Raat Ka Pichla Paher Hay
Aur Abhi Hum Jaagte Hain
Humari Ankhon Se Neend Kooson Door Hay
Humare Lab Abhi Tak Us K Naghmay Gungunate Hain
Humara Zehan Ab Bhi Us Ki Batain Sochta Hay Tou
Kabhi Hum Hans Se Dete Hain
Kabhi Jee Bher K Rotay Hain
Shab E Tanhayi Ki Yakh Basta Hawao
Usay Kehna Hum Ab Bhi Ba'wazu Ho Ker Tumhara Naam Lete Hain
Usay Kehna' Ya Apna Naqsh Dho Jaye
Ya Phir Se Apna Ho Jaye

Advertisement
·
1 Like ·
Aug 02, 2016 at 07:08
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video