Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Rukhsat hova tu aankh mila kr nahin gya
wo kion gya hy yei bhi bta kr nahin gya
yoN lg rha hy jesey abi loot aye ga
atey hove charagh bujha kr nahin gya
shahid wo mil he jaye........
mgr justujoo hy shart
wo apny naqsh e paa ko mitta kr nahin gya
hr baar wo mujh ko chhor gya iztarab mein
laute ga kb..........?
Kabi wo bta kr nahin gya
rehny dya na usny kisi kaam ka mujhy
our khaak mein bhi mujh ko mila kr nahin gya

Advertisement
·
1 Like ·
Aug 06, 2016 at 01:08
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video