Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Purlutf Meri Koi Kahani Bhi Nahi Hai
Jo Hai Wo Zamane Ko Sunani Bhi Nahi Hai
Main pyas bujhanaY K Liye Jaun bhi Kahan
Ta hadh Nazar Dast Main Paani Bhi Nahi
Khud Hi Aakay Poochiye Mera Haal Hai Kaisa
Zakhmi Hoon Magar Aankh Main Paani Bhi Nahi Hai
Har Raat Ko Khushbuu Mujhe Milti Hai Kahan Se
Aangan Main To Ik Raat Ki Raani Bhi Nahi Hai
Do Waqt Ki Rotti Jo GareebOn Ko Khila De
Aisa To Koi Shehar Main Daani Bhi Nahi Hai

Advertisement
·
1 Like ·
May 09, 2017 at 08:05
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video