Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
tumhari simt bheji gai
kaghaz ki kishti main sawar sary lafz
pani main kood kar apni jan dy chuky hain
pani par un ki tairti hui lashain
oper mandlati cheelon ky intizar main
mayos ho chuki hain
lekin us murjhay huy phool ka kia hoga
jo men nay apni ankhen girwi rakh kar
tumhary liy khareda tha
usy to ye pata bhi nahin hay
ke ye intizar ky ibtidaai dinon ki dastan hay
kaghaz ki kishti main sawar sary lafz
pani main kood kar apni jan dy chuky hain
pani par un ki tairti hui lashain
oper mandlati cheelon ky intizar main
mayos ho chuki hain
lekin us murjhay huy phool ka kia hoga
jo men nay apni ankhen girwi rakh kar
tumhary liy khareda tha
usy to ye pata bhi nahin hay
ke ye intizar ky ibtidaai dinon ki dastan hay
Advertisement
·
1 Like ·
Jan 06, 2015 at 08:01
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video