Poetry / Sad
Mian Usman
na tum mere na dil mera na jan-e-natavan meri
tasavur main bhi a sakti nahin majaburiyan meri
na tum aye na chain aya na maut ai shab-e-vada
dil-e-muztar tha main tha aur thi betabiyan meri
abas nadaniyon par aap apni naaz karte hain
abhi dekhi kahan hain aap ne nadaniyan meri
ye manzil ye haseen manzil jawani naam hai jis ka
yahan se aur aage barhna ae umr-e-rawaan meri..!

Advertisement
·
0 Like ·
May 22, 2018 at 09:05
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video