Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Jis Tarah Shabnam
Raat K Ghup Andheray Main
Anjaani Raahon Par Chal Kar
Kissi Phool Ki Saij Pe Sajti Hai
Bilkul Ussi Tarah
Main Bhi Deis, Deis Ka Pardesi
Teray Naam Ki Surkhi Ban-Na Chaahon
Yeh Jantay Huway Bhi
K Subah Hotay Hi
Yeh Shaffaaf Mootiyun Ka Shehar
Baad E Naseem Main Ghum Ho Jayega
Aur Suraj Ki Pehli Kiran Se
Mom Ka Shehar Pighal Jayega,.........!!!
Raat K Ghup Andheray Main
Anjaani Raahon Par Chal Kar
Kissi Phool Ki Saij Pe Sajti Hai
Bilkul Ussi Tarah
Main Bhi Deis, Deis Ka Pardesi
Teray Naam Ki Surkhi Ban-Na Chaahon
Yeh Jantay Huway Bhi
K Subah Hotay Hi
Yeh Shaffaaf Mootiyun Ka Shehar
Baad E Naseem Main Ghum Ho Jayega
Aur Suraj Ki Pehli Kiran Se
Mom Ka Shehar Pighal Jayega,.........!!!
Advertisement
·
1 Like ·
Dec 15, 2015 at 01:12
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video