Poetry / Sad
Meri Mohabat aur
Teri Wafa k Phool
Muqadroon ki Dhool ban gay Ab
Rah k Phool
Kahein par Tu Bikhare hain meri Chah k Phool
Zamane bhar ne Jo paye thay Sur or Tal k Phool
Waqat k Dharoon pe Jab
Beh Raha hai Pani bhi
Mare Apno ne
Likh di meri Kahani bhi
Kabhi Badal na paye ga Tu
Mari Nishani bhi
Zamane bhar ne Mil kr
KI Hai Beamani bhi
Teri Khushi main hii jb Hum ne Haar mani thee
Ashak ban k Tab Beeh gay Qaza k Phool

Advertisement
·
1 Like ·
Dec 14, 2016 at 05:12
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video