Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Dour Reh Kar Na Usay Pass Bulane Se Kiya
Maine Andaza Muhabat Ka Bahane Se Kiya
Uss k Apne Hi Khayalat Pareshan Thay Buhhat
Jis Ne Aghaz Mujhe Khawab Deekhane Se Kiya
Kuch Tassali Mujhe Us k Andaz e Taghaful Se Hoi
Kuch Yaqeen Maine Mazeed Us k Na Ane Se Kiya
Aks Us Shokh K Bahir Tak Usay Chhorne Aaye
Guzar Jo Uss Ne Kabhi Aaina Khane Se Kiya

Advertisement
·
1 Like ·
Nov 30, 2015 at 08:11
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video