Poetry / Sad
Sarmad Ali
Main hoon gardishon main ghira hua mujhe aap apni khabar nahi
Woh jo shukhss tha mera Rehnumaa usay raaton main ganwa diya
Woh jo teri nazar main Ajeeb tha woh hi shukhss tera Habib tha
Tere haath ki jo lakeer tha usay haath se hi mitaa diya
Mujhe Ishq hai Junoon hai abhii faisla nahi hosaka
Mera naam zeenat-e-dasht tha mujhe andhiyoon ne mita diya
Yeh udaasiyon ka Jamaal hai k humara Auj-e-kamaal hai
Kabhi raat se bhi chupa liya kabhi shehar bhar ko bata diya
Mere mausamo''onn, meri umar ka baagh abhi poora khila na tha
Woh jo phool thy teri chah kay usay Zard rut ne Giraa diya....

Advertisement
·
0 Like ·
Sep 03, 2018 at 15:09
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video