Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Uski hijrton ka malal tha, mgr ab nahi,
Mujhy sirf uska khyal tha, mgr ab nahi.
Us ki Bè-misaal mohbaton ka nisaab main,
Wo zamany Bhar mèn misaal tha mgr ab nahi.
Jisy us nè dard ata kia wohi aadmi,
Tèri Qurbton mèn nihaal tha mgr ab nahi.
Main us ki talash mèn rèza rèza Bikhar gaya,
Wo Jinoon-E-Shoq-E-Wisal tha mgr ab nahi.
Wo dar pè aakhri Baar aa k palat gaya,
Mèri zindgi ka sawal tha mgr ab nahi...

Advertisement
·
1 Like ·
Feb 23, 2015 at 09:02
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video