Poetry / Sad
Mahu Arish
Anmol jazbat e mohbbat se bekhabar,
Nadan hain wo jo mitti ke jism ki chah kar baithe.
Jab bhi chaha keh de dil ki baat unke aage,
Afsos jo hum na chahte the wo uski chah kar baithe.
Socha tha mohobbat ke charno se chamak jayegi raatein apni,
Suni jab unki kuahishe to apni raaton ko sayaha kar baithe.
Tumko manane mein khuahish toh puri kar di magar,
Hosh aaya toh sochne lage yakhuda yeh kaisa gunah kar baithe.
Jiski chahat main khud ko mita ke rakh diya,
Wo bewafa kisi or ki chah kar baithe.

Advertisement
·
1 Like ·
Aug 16, 2015 at 05:08
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video