Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Yahan Khamosh Nazron Ka Nazaara Kaun Banta Hai
Bohat Gehray Samandar Ka Kinaara Kaun Banta Hai
Chalo Hum Dekhtay Hain Ab Khud Ko Barbaad Ker K Bhi
Humari Barbaadyun Mein Bhi Humara Kaun Banta Hai
Bina Phal K Darkhton Ko Yahan Pe Kaata Jata Hai
Kisi Bhi Be_Sahaara Ka Sahaara Kaun Banta Hai
Koi Sheesha Agar Tootay To Wapis Jurr Nahe Sakta
Mohabbat Mein Fana Ho Ker Dobaara Kaun Banta Hai...

Advertisement
·
2 Like ·
Feb 05, 2016 at 07:02
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video