Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Kabhi Hum Bheegte Hain Chahaton Ki Taiz Baarish Mein
Kabhi Barson Nahin Milte Kisi Halki Si Ranjish Mein
Tumhi Mein Dewtaon Ki Kho Boo Nahin Thi Warna
Kami Koi Nahin Thi Mere Andaaz-E-Parastish Mein
Ye Pehle Soch Lo Phir Aur Bhi Tanha Na Hojana
Usey Chhoone Ki Khuwahish Mein Usey Paane Ki Koshish Mein
Buhat Se Zakham Hain Dil Mein Magar Aik Zakham Aisa Hai
Jo Jal Uthta Hai Raaton Mein Jo Lo Deta Hai Baarish Mein

Advertisement
·
1 Like ·
Oct 27, 2015 at 12:10
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video