Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Aaker Le Jaye Meri Aankh Ka Pani Mujhse,
Kyun Hasad Karti Hai Darya Ki Rawani Mujhse,
Gosht Nakhun Se Alag Kar K Dikhaya Main Ne,
Usne Puche Thay Judaai K Maani Mujhse,
Teri Khushbu Ki Lehed Par Main Bara Tanha Tha,
Ro Pari Milke Gale Raat Ki Rani Mujhse,
Khatam Hone Laga Jab Khoon Bhi Ashkon Ki Tarha,
Kar Gaye Khuwab Mere Naqal Makani Mujhse,
Sirf Ek Shakhs K Ghum Main Mujhe Barbad Na Kar,
Roz Rotay Hue Kehti Hai Jawani Mujhse..!

Advertisement
·
1 Like ·
Feb 13, 2015 at 16:02
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video