Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Jab pyaar nahi tha tou bhulaa kyun nahin detey
Khat kiss liye rakhey hain jalaa kyun nahin detey
Kiss vastey likhaa hai hatheli pay meraa naam
Main harf e galat hun tou mitaa kyun nahin detey
Lillah shabb - o - roz kee uljhan say nikalo
Tum merey nahin ho tou bataa kyun nahin detey
Reh reh kay na tadpao bedard maseeha
Hathon say mujhay zehar pilaa kyon nahin detey
Jab meri wafaon pay yakeen tum ko nahin hai
Hasrat ko nighahon say giraa kyun nahin detey

Advertisement
·
1 Like ·
Feb 27, 2017 at 10:02
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video