Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Hangama-e-Ghum se tang akar Izhar-e-Musarrat kar baithe
Mashhoor thi apni Zinda dili, danista Shararat kar baithe
Koshish to bohat ki humne magar, paya na Ghum-e-Hasti ka Mafar
Veerani-e-Dil jab had se barhi, ghabra k Mohabbat kar baithe
Nazron se na karte Pursish-e-Ghum Khamosh hi rehna behter tha
Deewano ko tum ne cherh diya, WALLAHHH qayamat kar baithe
Har cheez nahe ek Markaz par, ek roz idhar ik roz udhar
Nafrat se na dekho dushman ko, shayad yeh Mohabbat kar baithe!!!,

Advertisement
·
1 Like ·
May 26, 2016 at 05:05
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video