Poetry / Sad
Goya Andaz-e-Shahana Hay Ameero Jaisa
Mere Andar Ka Hay Insan Faqeeron Jaisa
Hum Ne Chehre Pe Saja Rakhi Hay Shehar Ki Ronaq
Mere Dil Ka Aalam Hay Veeran Jazeron Jaisa
Us ke Osaaf o Khasayel Ne Mujhe Jeet Liya
Mere Mureedon Mein Wo Shakhs Tha Peeron Jaisa
es Se Pehley Thi Aseeri Bhi Rihai Jaisi
Ab K Azadi Mein Hay Haal Aseeron Jaisa
Usko Ganwa Kar Hain Khasaray Ab Tak MoHsiN
Wo Jo Ek Shakhs Tha Mere Paas Heeron Jaisa

Advertisement
·
2 Like ·
Jun 10, 2017 at 19:06
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video