Poetry / Sad
DIWANA KEH KE KHUD KO DIWANA BANA LIYA
HER HUSN KO CHAHA HER ADA KO APNA LIYA
HUME BHI SHAUK HAI TAFREEH KA YE DOST
ZINDAGI KI HER MOD PE EK AFSANA BANA LIYA
HUME TO NASIHAT MILI BAHUT RAAH E RAAST KI
AUR EK HUM HAIN KI DIL KO PATTHAR BANA LIYA
HUME TAMIZ HAI NA IBTEDA AUR NA INTEHA KI
JAHA SE JEE CHAHA SABAK SUNA LIYA
TAPISH TO HAI HUMARE MIZAAJ ME BHI
JO RUTHA KOI HUMSE USAY MANA LIYA
SOCHA JO KABHI APNE MUSTAKBIL KI YE
GHAM E HAYAT ME CHUPKE CHUPKE AASOON BAHA LIYA....!

Advertisement
·
1 Like ·
Dec 20, 2017 at 09:12
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video