Poetry / Sad

Muzammil Shahzad

KhAmoshi ki rAhoon pe AAj phir dArd kA pehrA hAi
be-bAssi hAi 4 soo
zindAgi be-aarzoo
khAwAisAin hum qAdAm
tAbeerAin hAin khoiye huwi'n
khuwAb roAye huwe
wAqAt hAi rukA huwA
lAmhA hAi tAiz chAlA
mAAzi mere sAth sAth
hAAl mere hAth mAin
mAnzil hAi door kAheen
AnjAAn rAste pAoon tAle
nA koi hAi ApnA hum-sAfAr
nA koi ghAir hAi hum-nAsheen
nighA mAin hAi koi bAsA huwA
dil kA zAkhAm bhi hAi hilA huwA
kAheen shAAm hAi jhuki huwi
kAheen rAit hAi urri huwi
kAheen dukh hAin rote huwe
kAheen dArd hAi thAmA huwA
veerAn hAi subh'
khAmosh hAi rAAt
lub jAise sile huwe
koi dAstAAn jAise khAmoshi kAhe

dhArkAnAin hAin rAwAAn dAwAAn
sAAnsAin hAin ukhrti huwee'n
zindAgi bhi hAi ro rAhee
kissi moAr per ruke huwe
ik AAnsoo ke liye
ke AAj phir
khAmoshi ki rAAhoon pe
dArd kA pehrA hAi!!!!!!!,

Advertisement
· 1 Like · Jun 12, 2016 at 05:06
Category: sad
 

Latest Posts in poetry

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS