Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Chalo Ishq Nahi, Chahne Ki Adat Hai
Kya Karein Ki Hamein Dusrey Ki Adat Hai
Tu Apne Sheesha Gari Ka Na Ker Hunar Zaya
Mai Aaina Hoon, Mujhe Tootne Ki Adat Hai
Wisaal Mai B Wohi Faasley Sarab K Hain
Ke Usko Neend, Mujh Ko Rut Jage Ki Adat Hai
Tera Naseeb Hai Ae Dil Sada Ki Mehroomi
Na Wo Sakhi Hai, Na Tujhe Maangne Ki Adat Hai
Ye Khud Aziyati Kab Tak Faraz?
Tu Bhi Use Na Ker Yaad, Jise Bhoolne Ki Adat Hai

Advertisement
·
1 Like ·
Aug 10, 2016 at 00:08
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video