Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Ya Zohra Jabeenon Ki Munajaat Karien Gay
Ya Bandagi-E Peer-E Kharabaat Karien Gay
Ye Aqal Ke Sehmay Hue Beemar Iraday
Kiya Chara-E Nasazi-E Halaat Karien Gay
Aa Ae Gham-E Dauraan Mekhana Hai Nazdeek
Aaraam Se Baithien Gay Zara Baat Karien Gay
Jannat Mein Na May Hai Na Muhabbat Na Jawani
Kis Cheez Pe Insaan Basar Auqaat Karien Gay
Keh Do Ye Adam Se Keh Kharabaat Mein Kal Raat
Kuch Log Faqeeron Ki Madaraat Karien Gay

Advertisement
·
1 Like ·
Mar 04, 2016 at 06:03
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video