Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Yeh Jo Shafaf Sa Ik Aks Us Jheel Me Tha
Koi Chehra Tha Magar Chaand Ki Tamseel Me Tha
Yaad Karta Hon Kahan Bhool K Aya Hon Usay
Aisa He Aks Meri Soch Ki Zanbeel Me Tha
Baat Kya Thi Ye Mujhe Achi Tarha Yaad Nahi
Haan Tera Zikr B Tha Aur Bari Tafseel Me Tha
Koi Pegham Tha Ankhon Me, So Ankhon Me Raha
Masla Asal To Pegham Ki Tarseel Me Tha
Iss Naye Nuskhy Me Tehreef Hui Hai Warna Darwaish
Zikr Mera B Kahin Pyar Ki Injeel Mein Tha.

Advertisement
·
1 Like ·
Feb 15, 2015 at 00:02
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video