Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Mairi Nigaah Ka Haasil Jamaal Tera Hai
Ke Iss Ghazal Mein Sarasar Khayaal Tera Hai
Ye Aaj Mera Likha Dey Raha Hai Jo Khushboo
Nahin Hai Iss Mein Mera Khuch Kamaal, Tera Hai
Mujhey Hai Fikr Teri, Main Chalo Bhula Doon Ga
Tu Kaisey Bhool Sakey Ga Sawaal, Tera Hai
Karoon Main Laakh Jatan Par Nikal Nahin Paata
Mujhey Jakarr Ke Jo Rakhta Hai Jaal, Tera Hai
Kaha Hai Dil Ne Mairey Aaj Mujh Say Ye 'Tanha '
Sanam Hain Sab Ke Mager Bemisaal, Tera Hai .....!

Advertisement
·
1 Like ·
Feb 25, 2015 at 14:02
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video