Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Muhabbat Ik Fasaana Hai
Ye Aalam Behaqeeqat Hai
Yahan Kal Kis Ne Dekha Hai
Samay Kay Tez Darya Main
Kai Kachay Gharay Doobay
Ye Jeena Kaisa Jeena Hai
Faqat Sochain Hi Sochain Hain
Faqat Khwabon Ki Basti Hai
Koi Taabeer Lahasil
Faqat Dhuwaan Dhuwaan Khwahish
Koi Tasweer Lahasil
Begaana Ho Ke Duniya Se
Kisi Ko Chahtay Jana
Faqat Kehnay Ki Baatain Hain
Ye Alam Be Haqeeqat Hai
Muhabbat Ik Fasaana Hai,
Ye Aalam Behaqeeqat Hai
Yahan Kal Kis Ne Dekha Hai
Samay Kay Tez Darya Main
Kai Kachay Gharay Doobay
Ye Jeena Kaisa Jeena Hai
Faqat Sochain Hi Sochain Hain
Faqat Khwabon Ki Basti Hai
Koi Taabeer Lahasil
Faqat Dhuwaan Dhuwaan Khwahish
Koi Tasweer Lahasil
Begaana Ho Ke Duniya Se
Kisi Ko Chahtay Jana
Faqat Kehnay Ki Baatain Hain
Ye Alam Be Haqeeqat Hai
Muhabbat Ik Fasaana Hai,
Advertisement
·
1 Like ·
Jun 20, 2016 at 15:06
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video